"Tajurba Insan Ko Ghalat Faisle Se Bachata Hai . . .Magar . . .Tajurba Ghalat Faisle Hi Se Hasil Hota Hai" . . .
Sunday, December 2, 2012
"Khubsurat Baatein
"Khubsurat Baatein"
*Agar koi aap ko achalagta hai to acha woh nahi Achy aap ho Q k aap us main Achai talash karty ho..*Agar koi aap ko bura lagta hai to janty ho bura wo nahi hai, Burey aap ho Q k aap us main burai talash karty ho..*khubsurat hona ehm nahi eham hona khubsurati hai..*Khubsurat insan se muhabat nahi hoti balke jis se muhabat ho jaey woh khubsurat hota hai..
JAB BINN BADAL BARSAT KE
JAB BINN BADAL BARSAT KE ,HUM TUM BEHGA KARTEE THEY
JAB CHOTEE CHOTEE BATOON PER,HUM TUM RUTHA KARTEE THEY
JAB HATHON MAIN HATH DAAL KAR,HUM TUM KEHLA KARTEE THEY
JAB ANKHON SE AKHAIN MILA KAR,HUM TUM BATAIN KARTEE THEY
JAB ISS DUNIYA KO BHULA KAR,HUM TUM APNEE DUNIYA MAIN REHTE THEY....
JAB KADMON SE KADAM MILA KAR,HUM TUM RAHON PER CHALTEE THEY
JAB ANKHON KE NAMI CHUPA KAR,HUM TUM AHAIN BARHTEE THEY
TAB SE TUM KO CHAHTEE HAIN..TAB SE TUM KO CHAHTEE HAIN
+++++++++++22-8-12++++++++++++
JAB CHOTEE CHOTEE BATOON PER,HUM TUM RUTHA KARTEE THEY
JAB HATHON MAIN HATH DAAL KAR,HUM TUM KEHLA KARTEE THEY
JAB ANKHON SE AKHAIN MILA KAR,HUM TUM BATAIN KARTEE THEY
JAB ISS DUNIYA KO BHULA KAR,HUM TUM APNEE DUNIYA MAIN REHTE THEY....
JAB KADMON SE KADAM MILA KAR,HUM TUM RAHON PER CHALTEE THEY
JAB ANKHON KE NAMI CHUPA KAR,HUM TUM AHAIN BARHTEE THEY
TAB SE TUM KO CHAHTEE HAIN..TAB SE TUM KO CHAHTEE HAIN
+++++++++++22-8-12++++++++++++
Kahin Barish baras jaaye..
Kahin Barish baras jaaye..
Kahin Darya taras jaaye..
Kahin aa kar Ghata theray..
Tumhare or mere darmiyaa..
Aaa kar KHUDA therey..
Tou .........!!!
Uss lamhay mere jivan main..
Tum KHUDA ke baad aatey ho..
Mujey tum yaad aatey ho
Kahin Darya taras jaaye..
Kahin aa kar Ghata theray..
Tumhare or mere darmiyaa..
Aaa kar KHUDA therey..
Tou .........!!!
Uss lamhay mere jivan main..
Tum KHUDA ke baad aatey ho..
Mujey tum yaad aatey ho
Kabhi Hum Bheegte Hain
Kabhi Hum Bheegte Hain Chahaton Ki Taiz Baarish Mein...
Kabhi Barson Nahin Milte Kisi Halki Se Ranjish Mein...
Tumhi Mein Dewtaon Ki Khu Boo Nahin Thi Warna...
Kami Koi Nahin Thi Mere Andaaz-E-Parastish Mein...
Ye Pehle Soch Lo Phir Aur Bhi Tanha Na Hojana...
Usey Chhoone Ki Khuwahish Mein Usey Paane Ki Koshish Mein...
Buhat Se Zakham Hain Dil Mein Magar Aik Zakham Aisa Hai...
Jo Jal Uthta Hai Raaton Mein Jo Lo Deta Hai Baarish Mein...
Kabhi Barson Nahin Milte Kisi Halki Se Ranjish Mein...
Tumhi Mein Dewtaon Ki Khu Boo Nahin Thi Warna...
Kami Koi Nahin Thi Mere Andaaz-E-Parastish Mein...
Ye Pehle Soch Lo Phir Aur Bhi Tanha Na Hojana...
Usey Chhoone Ki Khuwahish Mein Usey Paane Ki Koshish Mein...
Buhat Se Zakham Hain Dil Mein Magar Aik Zakham Aisa Hai...
Jo Jal Uthta Hai Raaton Mein Jo Lo Deta Hai Baarish Mein...
Mein Har Mosaam Ka Har Har
Mein Har Mosaam Ka Har Har
Päl Tumhare Naam Karta Hoon !!!
Barasta Bheegta Mosaam Hai
Kamzori Meri Lakin
Mein Yah Sawan,
Barishein,
Ghatta,
Badal,
Tumhare Naam Karta Hoon ....
Håppy Råiñy noon.
Päl Tumhare Naam Karta Hoon !!!
Barasta Bheegta Mosaam Hai
Kamzori Meri Lakin
Mein Yah Sawan,
Barishein,
Ghatta,
Badal,
Tumhare Naam Karta Hoon ....
Håppy Råiñy noon.
Atte ho tum barsaat mai
Atte ho tum barsaat mai
deewani mujhe banate ho
Mere bheege badan ko dekh kar
Shrarat se muskurate ho
Kapkapate is jisam ko
Apni bahon ka anchal urdate ho
Dhadkate hue humare dil ko
Apni baato se sehlate ho
Jalati hai man mai ek jawala
Jisko samjh khoob tum jaate ho
Band kar le jo hum apni ankhein
Bas hume hi dekhe jaate ho
Chum kar matha humara
Sir per rakh hath, seene se lagate ho
Sayam apne se, apna maan badate ho
Atte ho tum barsaat main, deewani mujhe banate ho
deewani mujhe banate ho
Mere bheege badan ko dekh kar
Shrarat se muskurate ho
Kapkapate is jisam ko
Apni bahon ka anchal urdate ho
Dhadkate hue humare dil ko
Apni baato se sehlate ho
Jalati hai man mai ek jawala
Jisko samjh khoob tum jaate ho
Band kar le jo hum apni ankhein
Bas hume hi dekhe jaate ho
Chum kar matha humara
Sir per rakh hath, seene se lagate ho
Sayam apne se, apna maan badate ho
Atte ho tum barsaat main, deewani mujhe banate ho
Aaj Ki Is Baarish Mei
Aaj Ki Is Baarish Mei
Phir Wohi Saa Manzar Hy
Phir Wohi Si Boondain Han
Phir Wohi Si Thandak Hy
Phir Wohi Sa Sub Kuch Hy
Par
Aaj Ki Is Baarish Mei
Saath Tm Nhi Ho To
Aankh Nm Si Kitni Hy
Saans Tang Si Ktni Hy
Rooh Pyasi Ktni Hy
Yeh Udaasi Ktni Hy
Aaj Ki Is Baarish Mei...
Phir Wohi Saa Manzar Hy
Phir Wohi Si Boondain Han
Phir Wohi Si Thandak Hy
Phir Wohi Sa Sub Kuch Hy
Par
Aaj Ki Is Baarish Mei
Saath Tm Nhi Ho To
Aankh Nm Si Kitni Hy
Saans Tang Si Ktni Hy
Rooh Pyasi Ktni Hy
Yeh Udaasi Ktni Hy
Aaj Ki Is Baarish Mei...
wo 2005 ki barish yaad aati hai
wo 2005 ki barish yaad aati hai
sochta hun jab us shamm ke bare me
to chehre par ek mithi si muskan ter jati hai
vo barish ka alam vo bhoodo ki ladi
vo badal ka thirakna vo intezaar ki ghadi
dekhne ko milti uski bas ek jalak
usko paane ki ti meri itni lalak
dil khush hua ki ab vo roz aane lagi thi
ab to mujhe vo barish bhi bhane lagi thi
bas dekhke hi usse me khush ho jata tha
dil to kahta tha ki kah dun usse apne dil ki baat
bas mera man hi dar ke maare mujhe rok jata tha
yun to usse baat bhi hoti thi
aji baat bhi kya kahiye
me bas sunta tha aur vo bas bolti thi
na manzoor hui kismat ko meri khushi
chali gayi mere chehre se vo hasi
jab pata chala ki vo mujhse dur chali jayegi
ab to vo yaha kabhi nhi aayegi
lekin ab vo rut badalne chuki hai
ab to sard hawaye chale lagi hai
suna suna sa lagta tha alam mujhe
ab to vo shaam bhi dhalne lagi hai
ab jab bhi baraat aati hai
to yaadein taza ho jati hai
dil me dard uthta hai
aur ankhe nam ho jati hai
baraat me jab bhi me ghoomta hun
to dukh ke ek-do ansu ro leta hun
taki koi agar mujhe pehchan bhi lega
to mere ansuo ko bhi barish ki boond hi samjhega
sochta hun vo shaam phir kabhi to aayegi
vo ghata kabhi to chhayegi
sochta hun vo barish phir kabhi to aayegi
phir se vo mithi si muskaan tar jayeg
sochta hun jab us shamm ke bare me
to chehre par ek mithi si muskan ter jati hai
vo barish ka alam vo bhoodo ki ladi
vo badal ka thirakna vo intezaar ki ghadi
dekhne ko milti uski bas ek jalak
usko paane ki ti meri itni lalak
dil khush hua ki ab vo roz aane lagi thi
ab to mujhe vo barish bhi bhane lagi thi
bas dekhke hi usse me khush ho jata tha
dil to kahta tha ki kah dun usse apne dil ki baat
bas mera man hi dar ke maare mujhe rok jata tha
yun to usse baat bhi hoti thi
aji baat bhi kya kahiye
me bas sunta tha aur vo bas bolti thi
na manzoor hui kismat ko meri khushi
chali gayi mere chehre se vo hasi
jab pata chala ki vo mujhse dur chali jayegi
ab to vo yaha kabhi nhi aayegi
lekin ab vo rut badalne chuki hai
ab to sard hawaye chale lagi hai
suna suna sa lagta tha alam mujhe
ab to vo shaam bhi dhalne lagi hai
ab jab bhi baraat aati hai
to yaadein taza ho jati hai
dil me dard uthta hai
aur ankhe nam ho jati hai
baraat me jab bhi me ghoomta hun
to dukh ke ek-do ansu ro leta hun
taki koi agar mujhe pehchan bhi lega
to mere ansuo ko bhi barish ki boond hi samjhega
sochta hun vo shaam phir kabhi to aayegi
vo ghata kabhi to chhayegi
sochta hun vo barish phir kabhi to aayegi
phir se vo mithi si muskaan tar jayeg
Barish Ki Yeh Pehli Boondein
Barish Ki Yeh Pehli Boondein
Kaisa Jadu Karti Hain ..!!
Dil Se Khoon Ke Katre Le Kar
Meri Aankhein Bharti Hain
Barish Ke Is Dareeche Se
Kitne Manzar Khulte Hain ..!!
Khwaab Sa Aalam
Lehja Madham
Aankhein Nam Nam
Bheega Mausam
Pehli Barish
Pehli Khwaahish
Pehla Jazba
Pehla Waada
Pehli Khushbu
Pehla Aansu
Chup Chup Rehna
Soch Mein Parrna
Jo Bhi Kehna Tishna Kehna
Toota Fiqra
Aadha Jumla
Jalti Saansien
Thandi Aahein
Bojhal Palkein
Sahir Aankhein
Dhani Jora
Sabz Dupatta
Lambey Gaisu
Qatil Khushboo
Ik Pehar Mein
Ik Jag Beeta
Main Ne Tera Baazu Thama
Wisal Ki Is Pehli Barish Mein
Kya Kuch Khoya
Kya Kuch Paaya ..
Barish Ki Yeh Pehli Boondein
Kaisa Jaadu Karti Hain ..!!
Kaisa Jadu Karti Hain ..!!
Dil Se Khoon Ke Katre Le Kar
Meri Aankhein Bharti Hain
Barish Ke Is Dareeche Se
Kitne Manzar Khulte Hain ..!!
Khwaab Sa Aalam
Lehja Madham
Aankhein Nam Nam
Bheega Mausam
Pehli Barish
Pehli Khwaahish
Pehla Jazba
Pehla Waada
Pehli Khushbu
Pehla Aansu
Chup Chup Rehna
Soch Mein Parrna
Jo Bhi Kehna Tishna Kehna
Toota Fiqra
Aadha Jumla
Jalti Saansien
Thandi Aahein
Bojhal Palkein
Sahir Aankhein
Dhani Jora
Sabz Dupatta
Lambey Gaisu
Qatil Khushboo
Ik Pehar Mein
Ik Jag Beeta
Main Ne Tera Baazu Thama
Wisal Ki Is Pehli Barish Mein
Kya Kuch Khoya
Kya Kuch Paaya ..
Barish Ki Yeh Pehli Boondein
Kaisa Jaadu Karti Hain ..!!
Subscribe to:
Posts (Atom)