کبھی یہ حال کہ دونوں میں یک دلی تھی بہت----------------------------- کبھی یہ مرحلہ جیسے کہ آشنائی نہ تھی ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ مممد نوید
Showing posts with label Gazl. Show all posts
Showing posts with label Gazl. Show all posts

Monday, September 1, 2014

Muhabbat ki tamana hai

Muhabbat ki tamana hai

To phir woh vasf peda kr:::

:::Jahan sy ishq chalta hai ,vahan tk naam peda kr:::

.
:::Agr sacha hai mery ishq me to ay bani adam:::

:::Nigahe ishq peda kr jamal e zarf peda kr:::

:::Me tujh ko ,tuj sy ziada -aur- sb sy ziada chahon ga

:::Magr shart yeh k apny andr meri justaju to peda kr:

Agr na badloun teri khatir hr ik cheez to kehna

Tu apny aap me pehly andaz-e.-wafa to peda kr.

Saturday, May 10, 2014

kabi yaad aao to is tarha


ﮐﺒﮭﯽ ﯾﺎﺩ ﺁﺅ ﺗﻮ ﺍﺱ ﻃﺮﺡﮐﺒﮭﯽ 

ﯾﺎﺩ ﺁﺅ ﺗﻮ ﺍﺱ ﻃﺮﺡﮐﮧ ﻟﮩﻮ ﮐﯽ ﺳﺎﺭﯼ ﺗﻤﺎﺯﺗﯿﮟ

ﺗﻤﮩﯿﮟ ﺩﮬﻮﭖ ﺩﮬﻮﭖ ﺳﻤﯿﭧ ﻟﯿﮟ

ﺗﻤﮩﮟ ﺭﻧﮓ ﺭﻧﮓ ﻧﮑﮭﺎﺭ ﺩﯾﮟ

ﺗﻤﮩﯿﮟ ﺣﺮﻑ ﺣﺮﻑ ﻣﯿﮟ ﺳﻮﭺ ﻟﯿﮟ

ﺗﻤﮩﯿﮟ ﺩﯾﮑﮭﻨﮯ ﮐﺎ ﺟﻮ ﺷﻮﻕ ﮨﻮ

ﺗﻮ ﺩﯾﺎﺭِ ﮨﺠﺮ ﮐﯽ ﺗﯿﺮﮔﯽ ﮐﻮ

ﻣﮋﮦ ﮐﯽ ﻧﻮﮎ ﺳﮯ ﻧﻮﭺ ﻟﯿﮟ

ﮐﺒﮭﯽ ﯾﺎﺩ ﺁﺅ ﺗﻮ ﺍﺱ ﻃﺮﺡ

ﮐﮧ ﺩﻝ ﻭ ﻧﻈﺮ ﻣﯿﮟ ﺍُﺗﺮ ﺳﮑﻮ

ﮐﺒﮭﯽ ﺣﺪ ﺳﮯ ﺣﺒﺲِ ﺟﻨﻮﮞ ﺑﮍ ﮨﮯ

ﺗﻮ ﺣﻮﺍﺱ ﺑﻦ ﮐﮯ ﺑﮑﮭﺮ ﺳﮑﻮ

ﮐﺒﮭﯽ ﮐﮭِﻞ ﺳﮑﻮ ﺷﺐِ ﻭﺻﻞ ﻣﯿﮟ

ﮐﺒﮭﯽ ﺧﻮﻥِ ﺟﮕﺮ ﻣﯿﮟ ﺳﻨﻮﺭ ﺳﮑﻮ

ﺳﺮِ ﺭﮨﮕﺰﺭ ﺟﻮ ﻣﻠﻮ ﮐﺒﮭﯽ

ﻧﮧ ﭨﮭﮩﺮ ﺳﮑﻮ ﻧﮧ ﮔﺰﺭ ﺳﮑﻮ

ﻣﺮﺍ ﺩﺭﺩ ﭘﮭﺮ ﺳﮯ ﻏﺰﻝ ﺑﻨﮯ

ﮐﺒﮭﯽ ﮔﻨﮕﻨﺎﺅ ﺗﻮ ﺍﺱ ﻃﺮﺡ

ﻣﺮﮮ ﺯﺧﻢ ﭘﮭﺮ ﺳﮯ ﮔﻼﺏ ﮨﻮﮞ

ﮐﺒﮭﯽ ﻣﺴﮑﺮﺍﺅ ﺗﻮ ﺍﺱ ﻃﺮﺡﻣﺮﯼ ﺩﮬﮍﮐﻨﯿﮟ ﺑﮭﯽ ﻟﺮﺯ ﺍﭨﮭﯿﮟ

ﮐﺒﮭﯽ ﭼﻮﭦ ﮐﮭﺎﺅ ﺗﻮ ﺍﺱ ﻃﺮﺡ

ﺟﻮ ﻧﮩﯿﮟ ﺗﻮ ﭘﮭﺮ ﺑﮍﮮ ﺷﻮﻕ ﺳﮯﺳﺒﮭﯽ ﺭﺍﺑﻄﮯ ﺳﺒﮭﯽ ﺿﺎﺑﻄﮯﮐﺴﯽ ﺩﮬﻮﭖ ﭼﮭﺎﺅﮞ ﻣﯿﮟ ﺗﻮﮌ ﺩﻭ

ﻧﮧ ﺷﮑﺴﺖِ ﺩﻝ ﮐﺎ ﺳﺘﻢ ﺳﮩﻮﻧﮧ ﺳﻨﻮ ﮐﺴﯽ ﮐﺎ ﻋﺬﺍﺏِ ﺟﺎﮞ

ﻧﮧ ﮐﺴﯽ ﺳﮯ ﺍﭘﻨﯽ ﺧﻠﺶ ﮐﮩﻮﯾﻮﻧﮩﯽ ﺧﻮﺵ ﭘﮭﺮﻭ، ﯾﻮﻧﮩﯽ ﺧﻮﺵ ﺭﮨﻮ

ﻧﮧ ﺍُﺟﮍ ﺳﮑﯿﮟ ، ﻧﮧ ﺳﻨﻮﺭ ﺳﮑﯿﮟﮐﺒﮭﯽ ﺩﻝ ﺩُﮐﮭﺎﺅ ﺗﻮ ﺍﺱ ﻃﺮﺡﻧﮧ ﺳﻤﭧ ﺳﮑﯿﮟ

 ، ﻧﮧ ﺑﮑﮭﺮ ﺳﮑﯿﮟﮐﺒﮭﯽ ﺑﮭﻮﻝ ﺟﺎﺅ ﺗﻮ ﺍﺱ ﻃﺮﺡ

ﮐﺴﯽ ﻃﻮﺭ ﺟﺎﮞ ﺳﮯ ﮔﺰﺭ ﺳﮑﯿﮟﮐﺒﮭﯽ ﯾﺎﺩ ﺁﺅ ﺗﻮ ﺍﺱ ﻃﺮﺡ !!!!!!ﮐﺒﮭﯽ ﯾﺎﺩ ﺁﺅ ﺗﻮ ﺍﺱ ﻃﺮﺡ !!!!

Monday, January 20, 2014

ﻭﻓﺎ ﮐﮯ ﻗﯿﺪ ﺧﺎﻧﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺳﺰﺍﺋﯿﮟ ﮐﺐ ﺑﺪﻟﺘﯽ ﮨﯿﮟ

ﻭﻓﺎ ﮐﮯ ﻗﯿﺪ ﺧﺎﻧﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺳﺰﺍﺋﯿﮟ
ﮐﺐ ﺑﺪﻟﺘﯽ ﮨﯿﮟ
ﺑﺪﻟﺘﺎ ﺩﻝ ﮐﺎ ﻣﻮﺳﻢ ﮨﮯ ﮨﻮﺍﺋﯿﮟ ﮐﺐ
ﺑﺪﻟﺘﯽ ﮨﯿﮟ
ﻟﺒﺎﺩﮦ ﺍﻭﮌﮪ ﮐﮯ ﻏﻢ ﮐﺎ ﻧﮑﻞ ﺟﺎﺗﮯ
ﮨﯿﮟ ﺻﺤﺮﺍ ﮐﻮ
ﺟﻮﺍﺏ ﺁﺋﮯ ﮐﮧ ﻧﮧ ﺁﺋﮯ، ﺻﺪﺍﺋﯿﮟ
ﮐﺐ ﺑﺪﻟﺘﯽ ﮨﯿﮟ
ﺳﺮﻭﮞ ﭘﺮ ﺩﮬﻮﭖ ﮨﮯ ﻏﻢ ﮐﯽ
ﺩﻟﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﻭﺧﺸﺘﯿﮟ ﮐﺘﻨﯽ،
ﮨﻤﺎﺭﮮ ﺩﻝ ﮐﮯ ﺻﮩﺮﺍ ﮐﯽ
ﻓﻀﺎﺋﯿﮟ ﮐﺐ ﺑﺪﻟﺘﯽ ﮨﯿﮟ،
ﻣﯿﺮﯼ ﺳﺎﺭﯼ ﺩﻋﺎﺋﯿﮟ ﺗﻢ ﺳﮯ ﮨﯽ
ﻣﻨﺴﻮﺏ ﮨﯿﮟ ﺟﺎﻧﺎﮞ
ﻣﺤﺒﺖ ﮨﻮ ﺍﮔﺮ ﺳﭽﯽ ﺩﻋﺎﺋﯿﮟ ﮐﺐ
ﺑﺪﻟﺘﯽ ﮨﯿﮟ
ﮐﻮﺋﯽ ﭘﺎ ﮐﺮ ﻧﺒﮭﺎﺗﺎ ﮨﮯ، ﮐﻮﺋﯽ
ﮐﮭﻮ ﮐﺮ ﻧﺒﮭﺎﺗﺎ ﮨﮯ
ﻧﺌﮯ ﺍﻧﺪﺍﺯ ﮨﻮﺗﮯ ﮨﯿﮟ ﻭﻓﺎﺋﯿﮟ ﮐﺐ
ﺑﺪﻟﺘﯽ ﮨﯿﮟ

Monday, December 2, 2013

Mayar girta na doston ka

Mayar girta na doston ka, na ham bhi dushman ki dahaal hotay,
Zaeef dushman pe waar kartay, tou waqt k ham dajaal hotay,

Nahi tha apna mizaaj aesa, k zarf kho kar anaa bachatay,
Wagarna aese jawaab detay, k phir na paida sawaal hotay,

Hamari fitrat ko janta hai, tabhi tou dushman ye keh raha hai,
Hai dushmani main bhi zarf aesa, jo dost hotay kamaal hotay,

Jo aa k tum haal puch letay, tou itni lambi na umr lagti,
Kay wasl ki ik ghari main saray, guzar gaye maah-o-saal hotay,

Usay mubarik maqaam uncha, sahi haqeeqat hamain pta hai,
Banatay rishton ki ham bhi seerhi, tou aasmaan ki misaal hotay

Thursday, November 28, 2013

koi to hai,

koi to hai,

mera dil jis k liye be-tab hai,

jis sy milny ka mjhy ishtiyaq hai,

me jis k liye zinda ho abtak

sadiyoo sy jis ka intezar hai..

koi to hai!

jo meri mohabat my

apni pehchan sy by-nyaz hai,

dukhoo ka jam pi kar

apni misaal aap hai...

mery pass hai, meri pyass hai

woo meri nazar hai,mera jigar hai...

koi to hai!

meri sheh-rag jitni kareeb hai,

na pas koi daleel hai,

us ki chahat kitni lazeez hai,

meri MOHABAT kitni ajeeb hai,

Koi to hai,,,,

haa me kehta hoo mera MEHBOOB koi to hai...

Main Jis Kay Dil Ki Kitab Banta

Main Jis Kay Dil Ki Kitab Banta
Main Jis Ki Chahat Ka Khawab Banta

Main Hijar Mosam Ki Lambi Raaton Main Yaad
Ban Kar Azaab Banta
Koi To Hota?
Jo Meri Khwaish Main Uth Kar Raaton Ko Khoob Rota
Dukhon Ki Chadar Lapait Kar Hajoom Duniya Say Door Hota
Main Rooth Jaata Manata Mujh Ko Kay Chahe Mera Kasoor Hota
Koi To Hota?
Jo Mujh Ko Dil Ka Karar Kehta
Ragoo Ka Apni Fishar Kehta
Udaas Mosam Main Tazgi Ki Biyar Ban Kar
Jo Meri Bahoon Ko Arzoo Ka Diyar Kehta
Koi To Hota?
Dua Say Apni Jo Dukh Bhi Meray Samait Leta
Woh Iss Jahan Say Ghamon Ka Meray Hisab Leta
Woh Sari Duniya Ki Rafaqaton Kay Tamam Rishtay
Koi To Hota?
Main Jis Kay Itna Kareeb Hota
Na Paas Koi Rakeeb Hota
Main Tanha Uss Ka Habbib Hota
Yeh Silsila Bhi Ajeeb Hota
Koi To Hota? Kaash
Koi To Hota?

Usy Kehna!

Usy Kehna!

Bichrne Se MOHABBAT To Nai Marti

Bichr Jana MOHABBAT Ki

SADAQAT Ki Alamat hy

MOHABBAT Aaen-e Fitrat Hy

Aur FITRAT Kab Badalti hy

So Jb Hm Door Ho Jyn

Nae Rishton Me Kho Jyn

To Ye Mat soch Lena Tm

MOHABBAT Mar Gai HoGi

Nahi Aisa Nahi HoGa

Mre Bare Me Sun K Jb

Tmhari Ankh Bhar Aae

Chlak Kar Aik B Ansu

Palak Pr Jo Utar Aae

To Bas Itna Samjh Lena

Jo Mre Nam Se Itni

Tre Dil ko AQEEDAT Hy

Tre Dil Me Bichr Kr B

Abi Mri MOHABAT hy.

Shikaytain sab baja hain lakin, …

Shikaytain sab baja hain lakin, …

Main kaisy us ko yaqeen dilaon, …

Jo mujh ko jan sy Aziztar hai, …

Ussy bhulaoon to mur na jaon, …

Main is khamoshi k imtehan mein, …

Kahan kahan se guzar gia hoon, …

Ussy khabar b nahi hay shayad, …

Main dheery dheery Bikhar gia hoon…!

Asool yun bhi kabi torney parrey!

Asool yun bhi kabi torney parrey!

khata uski thi haath mujhe jorrney parrey!

Aya na jab qarar dil-e-beqarar ko!

Yadon k rukh uski taraf mornay parrey!

Usko to meri yaad na i bhool ker!

Apne pyaray jis k liye chhorne parrey!

Wo shakhs khud barra be-asool tha!

Apne asool jis k liye torrney parrey.

Bohat khamosh logo se,

Bohat khamosh logo se,

Bht uljha nhi krte,

Jo dil ko rog lag jaen,

Wo phr suljha nhi krte,

Chalo tm keh rahe ho to,

Phr hm esa nhi krte,

Magr ab dil ye wapis dain,

Ye ham souda nhi krte,

Tmhara dil hmara hy,

Bhale tm jis jga jao,

Tasalli dil ko ye di hy,

K tum dhoka nhi krte,

Dilo k ma’amle hain ye

Tmhi se pyar krte hain,

Hme tm bhol jao ge ye

Hm socha nhi krte.

KASH ME TERA DIL HOTA!

KASH ME TERA DIL HOTA!

Teri yadon teri sochon pe mushtamil hota

Tere sath Me lmha lmha dhrakta rehta

Khud se muj ko juda na tu kr pata

Teri zindgi ka daar-o-madaar me hota

Mere bagher tera jeena bht mushkil hota

Kash me tera dil hota

Me agr khush hota to Hasaata tujko

Jo kabi rota to sath rulata tujko

Tere sang jeeta sang hi marta

Teri tamam chahaton ka Mehwaar hota

Kash! A kash K me is Qabil hota

KASH ME TERA DIL HOTA.

Mera Sochna Teri

Mera Sochna Teri Zaat Tk Meri Guftago Tari Bat Tk

Na Tum Milo Jo Kbi Mujy Mera Dhondna Tujy Paar Tk

Me Ne Apna Sb Kuch Ganwa dia Teri Nfraton Se Pyar Tk

Kbi Fursaten Jo Milen To Aa Meri Zindagi K Hisaar Tk

Main Ny Jana K Main Kuch Nahe Tery Pehle Sy Tery Baad Tk..

KAHEEN TUM BHI NAZAR AAO



KAHEEN TUM BHI NAZAR AAO

Subha se shaam tak humko

Bohat se log miltay hain

Koi andaaz tum jesa

Koi libaas tum jesa

Nigahon say guzartay hein

Magar!

Tum hee nahi miltay

Ye woh hee rastay hain Par,

Inhee raston mein janay jaan

Bohat bechain phirtay hain

Barrhay betaab rehtay hain

Dua ko haath uth’tay hain

Dua mein yeh bhi kehtay hain

Lagi hai bheerh logon ki

Magar is bheerh mein JANA

Kabhi tum bhi nazar aao

kaheen tum bhi nazar aao.


Meri zindagi tera sath ho

Meri zindagi teri baat ho,

Jo jhukey nazar tera khwab ho

Jo uthey nazar teri zaat ho,

Mere hath mein 1 phool ho

Aur wo phool tera hath ho.

Ae waqt zara to tham jana

Ae waqt zara to tham jana, Mujhe yaad “KISI” ko kerne dy,

Mujhe “peyar” hai ik “SUNG DIl” say,

Jo “BAAT” koe na karne dy,

Na apny “PAS” wo aany dy,

Na khud se “DOOR” wo jany dy,

Na “DIL” ko apny pas rakhy,

Na aur kisi ka “HONAY” dy,

Her waqt mujhe “WO” yaad aay,

Phir “DIL” se ik aawaz aay,

Ye kaisi “CHAHAT” hai us ki,

Jo “JEENY” de na “MARNY” dy.

Meri hr gharhi k

Meri hr gharhi k humsafar meri ulfaton ka jawab de

Mery pyar ka,mery ishq ka,sbi chahton ka hisab de

Maine zindgi ki hr gharhi teri justajo me guzaar di

Mujy ab to apna shumar kr,mujhy be-wja na azab de

Mai bikhr rha hon toot kr,teri ulfton ki tlash me

Mery ansoun ko smait le,mri ankh ko koi khwab de

Muje bekhudi ki he arzo, Muje qurbaton ka khumar de,

Mere ang ang me yun utr, K mujhi me khud ko utar de,

TU jo rug rug me bs gya, To durion ka jawaz kia?

Meri zindagi mrey paas aa, Meri bekhudi ko qarar de,

Hai nazr nazr teri justajo, TU meri wfa ki hai abroo,

Kabhi youn b ho mere robaro, Mujhe jaan se hi guzar de,

Mujhe es tarha say to yad aa, Teri yaad ka bhi guman na ho,

To mere khayal me yun sama, Mra hrf hrf nikhar de.

Kisi B Dukh Pr Malaal Krna

Kisi B Dukh Pr Malaal Krna.. Na Usko Aaya , Na Mujko Aaya

Wafaon Ko, La-Zawaal Krna. Na Usko Aaya, Na Mujko Aaya

Jo Faslay thay, Unhen Mitana.. Agarchay Dono hi Chahtay thay

Magr Ta’aluq Ba’haal Krna.. Na Usko Aaya, Na Mujko Aaya

Dua K Roshan Chiragh Apni, Hatheliyon Pr Jalaye Hum ne

Khuda se Lekin, Sawal Krna.. Na Usko Aaya, Na Mujko Aaya.

“TUM KHAFA KIUN HO”

“TUM KHAFA KIUN HO”

Tumhein mujh sey gila kiya hai

Achanak be-rukhi itni

Bataao to hua kiya hai

Manaa’on kis tarah tum ko

Mujhay itna to batla do

Agar ab ho sakay tum sey

To ye ehsan farma do

Meri manzil mohabat hai

Mujhay manzil pey pohncha do

Tumhari aankh mein aansu

Mujhay achhay nahi lagtay

Tumharay narm honton pey

Gilay achay nahi lagtay

Tumharay muskurane sey

Mera dil muskurata hai

Tumharay rooth jane sey

Mera dil toot jata hai.

Wafa K Qissay Ajeeb Thehray,

Wafa K Qissay Ajeeb Thehray,

Ham Bi Kitnay Ghareeb Thehray,

Kisi Ny Chaha Kisi Ny Paya,

Yeh Apnay Apnay Naseeb Thehray.

Jan Apni Main Us Pay Waron,

Agr Woh Meray Qareeb Thehray,

Dil-O-Nazar Bhi Usi Ko Chahay,

Sabhi Hain Mery Raqeeb Thehray.

Diay Hain Jis Ny Yeh Dard Saray,

Wohi Tu Meray Tabeeb Thehray.

Zara thehro! chalay jana

Zara thehro! chalay jana

Mujhay kuch tum say kahna hea

Zayada waqt nahin loon ga

Zara si baat karni ha

Na dukh apnay sunanay hain

Na koi faryad karni hea

Na ye maloom karna hea

K ab halaat kesy hain

Tumhary humsafar thy jo

Tmhary sath kesy hain

Na ye maloom krna hea

Tery din raat kesy hain

Mujhy bas itna kehna ha

Mujhy tum YAAD aty ho

BOHT HI YAAD ATY HO.

Shaam ko yadon k angan me uter jata hun,

Shaam ko yadon k angan me uter jata hun,

Aur is bazm say phir waqt-e-sehar jata hun,

Mujh ko maqsood hay her haal me rahat teri,

Bojh hon gar to teray dil say uter jata hun,

Mein to qaim hun faqat teri kashish k baais

Teri sarhad say jo nikloon to bikhar jata hun,

Gumbad-e-zaat say jo sadaa ati hay,

Shab ki tanhai me sunta hun to darr jata hun,

Mein to qaim hun abi ehd-e-wfa per apny

Gar tujhe ras Nhi hay to mukar jata hun.