کبھی یہ حال کہ دونوں میں یک دلی تھی بہت----------------------------- کبھی یہ مرحلہ جیسے کہ آشنائی نہ تھی ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ مممد نوید

Tuesday, November 27, 2012

short poetry part 12

Aajeeb lutif aa raha tha didar ki dil lagi ka "FARAZ"K nazrien bhi mujh par thien aur pardha bhi mujh se tha .
Aaya kuch iss ada se K palkein "bhigoo gaya... .. Jhaonka Tumhari yad ka Kitna shadeed tha.
51
Ab tou Ankhon mein Samaati nahi Surat koi,,,Ghor se Mae nay Tujhe Kaash na Dekha hota....
52
Ab Yeh Socha Hai Apni Zaat Mein Rahain Gy "naved"Bohat Daikh Liya Logon Se Shanasaai Ker K.
53
Abhi tak Aks hai Glass ki Nok par uske Honton ka faraz,Zaalim ne meri Piyaas par bhi Pehra laga diya.
54
Udäsiyön se Wäbästä Häi Ye Zindgi Meri = =FARAZ = = Khudä Gäwääh Häi K Phir Bhi Tujhe Yääd kärty Häin.......
55
Wohi shakhs mujhay zindagi bhar k liay tanha kar gaya ".s..a..g..a..r."jo har roz kehta tha "tumhary chehray pay udasi achi nahi lagti"
56
Agar Mujh Se Bicharny Ka Nahi Hai Gham Ussy Mohsin,To phir khamosh Raaton Mein Woh Aksar Jagta Kiun Hai.
57
Aik he Tarah Darrkta hai Khazan ho ya Bahaar!Dil ko es Saal koi Sakhat Saza di jay
58
Aisa kia likhon k tary dil ko taskin punhchy . . .Kia yahe kafi nai k mari duaon main tum ho . . !!
59
Aj tk qaaim hy Us k loat ane ki umeed,Aaj tk thehri hy zndgi apni jaga,Lakh ye chaha k Usko bhool jaun pr mohsin,Hosly apni jaga bebasi apni jaga..
60
TUM Se bichar kar faqat itna hua. =..=..="wasi"=..=.= "TERA"gaya kuch nahi... "MERA" raha kuch nahi...
61
:Naram Naram Phoolon Ka Ras Nichorr Leti Hain ..."... Pathar K Dil Hoty Hain in Titliyon K Seenay Mein..
62
Anaa parast to apni jaga pe ham b hain *AHSIN.*Sirf us k guroor ka ham ehtraam karte hain.
63
Apnay hi hotay hain jo diloun pe waar kartay hain Naveed,,Gairon ko kia khabar dil kiss baat pe dukhtay hein?,
64
Apnay Siwa Batao Kabhi Kuch Mila bhi hay Usay.Hazar Baar Li hain Us nay Mairay Dill ki Talashiyan.
65
Apne Muqadar ka to Mil hi jaye ga " Ya Rab"Wo Cheez ataa ker jo Qismat Mein nhi hy...
66
Apni "Galtiyon" Se Taqdeer Ko "ßadnam" Na Kar
"Taqdeer To Khud "Himat" Ki "Mohtaj" Howa Karti Hai
67
Apni manzil pe pohanchna kisi muajze se km nhe Mohsin........ Raaste pathar k hain aur hamsafar sheeshay ka..
68
Apni Wäfä Kä Itnä Dääwä Nä Kär Aay Dost Main Nay Rööh Kö Jism Say Bewäfääi Kärtay Dekhä Häi. **
69
Apny ghr ki tareekyon ko kis trha mitain hum "mohsin"Bohat maghrur hy wo chaand mrzi se niklta hai...
70
Karta To Hai Wo Yaad Mujhe Chaahat Se Magar,".... Hota Hai Ye Kamaal Bari Muddaton Ke Baad,"
71
Kheench leti ha hamain tumhari "Muhabbat" warna...! Akhri baar milay hain kayi baar tujh se....!
72
Kisi ke lakh batain aik pal may bhol jata ho'n.... Kisa ka aik he jumla purana yad rehta hai..
73
Sir jhukaey hove khamosh hon yusuf ki tarah zindagi baich rhe ha sar-e-bazar mujhe..
74
Torr Diey Hain Mai Ny Ghar K Sabhi Aa'iny....!!! Payar Mei Haary Hoey Log Mujh Sy Dekhy Nhi Jaty.....
75
Atay hain Khawabo main,Khiyalo main Dilo main,Phr Hum say ye kehtay hai k Hum Parda Nasheen hain.
76
Mutasir hum b Nahi hoty itne jaldi kisi se Magar " fraaz "Kuch logon ko dil Me utar jany ka Fun aata hay...
77
Ajab tamasha-E-ishq dekha ELLAHI teri duniya mein,Terey hi ik bandy ney teri yaad say beigana ker diya.
78
Samajh Kar Kannch Ka Tukra Tarasha Mujh ko Duniya Ne jadi .... Bana Phir Bhi Nahi KANGAN Teri Nazuk Kalai Ka..
79
Aylan_e_marg hua to wo sun k uon bola "navi"...Chalo acha hoa mr gaia aksir udaas rahta tha...:-(
80
Hajoom-e doston se jab kabhi fursat mily Faraz, Agar samjho munasib to humein bhe yaad kar lena
81
Bari Ajeeb Hai is Nadan Dil Ki Khawahish saqi...!!ik Shakhs is Ka Hona Nahi Chahta Aur Ye Usay Khona Nahi Chahta....
82
Bas is khayal say aansoo chupa liye hum nay FARAZ, Udaas reh k kisi aur ko udaas kia karna.
83
Bas Itna He Chahna Mere Baad Meri Zaat Ko Tum...K Agar Kabhi Mein Yaad Aaoun Tu Apna Khayal RaKhna...
84
Bechhr kr muj se us ka b bura haal hy....|\|/-\\/¡Us ki zulf b na sulgi mari uolgn ki trha...:-(
85
Be'nishan manzilon k safar pr niklo gay to jano gay "Faraz"....,Dillon k musafr kyun ghar ka rasta bhool jatay hain...!!!
86
Be-shak bohat pyar se milta hey wo mujhse 'Mohsin', Sab kuch hey magar pehle sa andaz nahi hey!!
87
Bewaja nahi rota ishq mein koi ! . ," A DOST ", . !Jisay khud Se barh K chaho wo rulata zaror hai.
88
Urtay parindon ko koi qaid nahi kar sakta..,,"DOSTO" Jo apnay hotay hain wo khud hi lout aatay hain.
89
Bichrnay Ka Irada Ho To MuJSe Mashwara Karna.......!!!. . . . .. . . . .. . . . .Mohabbat Me Koi B Faisla "Zaati" Nhi Hota.......!!!
90
Biknay Walay koi aor Hain, Ja Ker unhen Khreed Lo "sahil"Ham Log Qeemat Se Nahi,, Qismat Se Mila Karte Hain......
91
Bin Meray kat'ta hai kis Tarah wo Roz-o-Shab Aj kal Dil ko ye jan'nay ki Khawahish hai Bohut
92
Bohat Nayab Hote Hain Jinhen Tum Apna Kehte HoIjazat Do K Main BhiIs Qadar Anmol Ban jaon...
M@MA $@ys aVo¡d G¡RLz
93
Bohat Yaad Aayen Gi Tujhe Meri Beylos Wafain A DOST .Jub Main Teri Zaat k Sehra Se Kahin Door Nikal Jaon Ga.
94
Kisi Bhi Rut Me Khareedo Koi Bhi Mausam Ho...! Udaas Log Hi Dil K Kharay Nikaltay Hain..
95
Takleef kabhi jo ho mujhe sochne se tumhain...!! Lamha bhi na lagana mujhe Bhool jana tum...
96
Buht c batain Dil me dbaye phirta hon main Na kisi sy kehny ki himmt hoi, na kisi ne sun'na Gwara kiya. . .
97
Bus karo khatam karo yehBazi-e-Ishq''wasi'Muqadar k haaray kabi jeeta nai kartay..
98
APni Mohabat Pe Faqat Itna Bhrosa Hai Mujhe '-"faraz"!! Meri Wafayain TUJHE Kisi Aur Ka Honay Nehi Dein Gii
99
Main Har Pal Tere muskurany Ki dua Karta hon !!...DOST...!!Suna Hy muskurany Sy umrein daraaz hoti hain
100
Chand ki Qismat me jagna he likha hy faraz...Wo khud he to mujy chand kaha krti the...

No comments:

Post a Comment

03457568685