Zara thehro! chalay jana
Mujhay kuch tum say kahna hea
Zayada waqt nahin loon ga
Zara si baat karni ha
Na dukh apnay sunanay hain
Na koi faryad karni hea
Na ye maloom karna hea
K ab halaat kesy hain
Tumhary humsafar thy jo
Tmhary sath kesy hain
Na ye maloom krna hea
Tery din raat kesy hain
Mujhy bas itna kehna ha
Mujhy tum YAAD aty ho
BOHT HI YAAD ATY HO.
No comments:
Post a Comment
03457568685