کبھی یہ حال کہ دونوں میں یک دلی تھی بہت----------------------------- کبھی یہ مرحلہ جیسے کہ آشنائی نہ تھی ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ مممد نوید

Friday, May 10, 2013

PSYCHOLOGISTS SAY:

TRUE'

PSYCHOLOGISTS SAY:

1. If a person laughs too
much, even at stupid
things, he is lonely deep
inside..
2. If a person sleeps a
lot, he is sad..
3. If a person speaks
less, but speaks fast,
he keeps
secrets..
4. If someone can't cry,
he is weak..
5. If someone eats in an
abnormal manner, he is
tense..
6. If someone cries on
little things, he is
innocent&
soft-hearted..
7. If someone becomes
angry over silly or petty
things, it means
he needs love....

Shaher Mein Aisi K0i

Shaher Mein Aisi K0i 'Mah'Jabee'n' B T0 Nahi Rehti,,

Ghazal Jis Par KaHhi JaYe,,

'Alif' Si 'Naak' H0 Jis Ki,,

T0 'Chehra' 'N00n' Jaisa H0,,

Haseen 'AankHhen' Magar V0 'Qaaf' K Nukt0'n K Jaisi H0n,,

T0 'GaiSu' 'Laam' JaisaY H0n,,

H0n Jis K 'H0nt' 'BaY' JaisaY,,

'Rukh-E'Zaiba' K KHhaal-0'Khadd 'HijjaY' H0n,,

T0 Chehra 'InQalaab' Us Ka H0,,

Agar 'TasVeer' KHhinchvaYe T0 KagHhaz Par,,

Faqat Ek 'InQalaab' AaYe,,

Aei chand si larki,

Suno...


Aei chand si larki,

Abhi tum keh rahi thi naa,

Tmhe mjh se muhabt ho nahi skti,

Chalo mana k ye sch hai,

Magar ae chand si larki....

Mjhay itna bta do tm,

K jb mosam bdaltay hain,

Gulon main rang bhartay hain,

To phr ku muztrib ho kr,

Akelepan se ghabra kr,

Hawa ko raaz deti ho,...?

Mjhay awaz daiti ho...!

Suno... Aei chand si lrki....

Tmharay samnay koi mera jb naam leta hai,

To phr ku chonk jati ho...?

Chalo mana tmhain mjh se muhabt ho nahi skti,

Magar itna samaj lo tm,

Jahan chahat nahi hoti,

Wahan nafrat ke hone ka koi imkan nahi hta,

Mera daawa hai chahat main,

Jahan nafrat nahi hoti,

Wahan aksar ye daikha hai,

Agar kuch waqt kat jaye,

Samey ki dhool chat jaye,

To wehshat bhag jati hai...

Muhabt.... Jaag jati hai

~"Bañd Dreechy,

~"Bañd Dreechy,

Sooni galiyaañ,

Un'dekhy An'jany Log.

Kis Nagri ma aa niklay heñ,

pagal Hum dewany Log.

Ek hum he na wakif thehry,

roop nagr ki galiyoñ se.

Bhais badal kr milnay waly,

Sb jany pehchany Log.

Shikwa kia or shikayat kesi?

aakhir kuch Bunyad to ho.

Un pr mera Haq he kia ha?

hum thehry be-gany Log.

Shehr kahañ khali rehta ha,

ye Darya hr dam behta ha.

Or buhat se mil jayeñ gy,

Hum jesey deewany Log.

Bicharna hai to khushi se bichro...

Bicharna hai to khushi se bichro...

Sawal kese, jawaab choro....!!

Kisey mili hain jahan ki khushiyan...??

Mile hain kis ko azab choro....!!

Naye safar pe jo chal parey ho...

Mujhay khabar hai k khush baray ho...

Hai kon ujraa tmharay peche...??

Ya kis k toote hain khuwab choro....!!

Muhabbaton k tamam waday...

Nibhae kis ne, bhulaye kis ne...??

Tmhain pashemani ho gi Jana'n

Jo meri maano hisab choro...!!

Hawaein sard ho jaen

Hawaein sard ho jaen

ya

lehjay barf ho jaen,!!!!

Ham uski yad ki chadar ko khud pe taan lety hain

Suno! darwesh logo ki koi dunya nhi hoti

Miley jo khak rasty me

usi ko chaan lety hain

Agr wo rooth jata hy

hamari jaan nikalti ha

.

.

.

.

Ye sansen jari rakhny ko

Hum us ki maan lety hain..!!

Wo mujh ko likhta tha

Wo mujh ko likhta tha

Judaiyon ki udaas rut mein

Khafa na hona,

Main laot aaya to qurbaton k haseen mosam se.

Dil ka aangan sanwaar don ga,

Bahaar is mein utaar donga,

Main ly k aaon ga Sath apnay.

Muhabbaton k gulab mosam,

Wafa mein doobay seemab lamhay,

Tumhari khatir,

Magar...

magar wo aya,

Tu uzr laya, jawaz laya,

Wazahatoun ka mahaaz laya,

Mein jin dukhon ki tha inteha par

Wo phr se unka aaghaz laya..

Wo phr se unka aaghaZ laya...!

Nazr-e-Mohabat Ka

Nazr-e-Mohabat Ka Kiya Tawaan Chahty Ho?

.

Dil Chahty Ho Ya Jaan Chahty Ho?

.

Parwa Nahi Anjaam-e- Mohabat Jo B Ho,

.

Bus Ab Faisla Suna Do Jo Tum Chahty MujKo,

Isi Khyal Sy Shab Bhar Me So Nhi Skta,

K Khof-e-Khwab-e- Guzishta Jaga Na Dy MujKo,

Tere Baghyr B Teri Trha Me Zinda Rhu,

Ye Hosla B Dua Kr

KHUDA Na Dy MujKo,

Me is Lye B Usy Khud ManaunGa MOHSIN,

K MujSy Ruthny Wala, Bhula Na Dy MujKo..

Teri ulfat k takazey

Teri ulfat k takazey b ajab andaaz k thy

.

Iqrar alag,

Takrar alag,

Tehzeeb alag

Farman alag

.

Waqt-e-rukhsat alwida ka lafz jb kehny lagy

.

Aansu alag,

Muskan alag,

Betabi alag,

Hijan alag

.

Jb chor gia tb dekha apni aankhon ka rang

.

Hairan alag,

Pasheman alag,

Sunsan alag,

Biaban alag..!

Be khwab se lamho

Be khwab se lamho ka Parastar kon tha,

Itni udas rat me Bedaar kon tha,

Kis ko ye fikr thi K mhbt me kiya howa?

Hum is pe lar rhe thy

K wafadaar kon tha,

100 kashtiyan jala k Chaly sahilon se hum,

Ab tm ko kya batae K us paar kon tha,

Ye faisla to waqt b shayed na kr sake,

Such kon bolta tha, Adakaar kon tha,

Zamane guzar gae hain Yehi sochte huay

'A'

Me kis ko kehta Apna, Mera ghum khwar kon tha.