کبھی یہ حال کہ دونوں میں یک دلی تھی بہت----------------------------- کبھی یہ مرحلہ جیسے کہ آشنائی نہ تھی ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ مممد نوید

Wednesday, June 12, 2013

جمال یار میں

جمال یار میں رنگوں کا امتزاج تو دیکھ .........


سفید جھوٹ ہیں ظالم کے سرخ ہونٹوں پر .........


Tum Ne Poocha Hey ke

Tum Ne Poocha Hey ke

Dukh kia Hota Hai ???


To Suno.....

Aisa Karna

Kabhi kisi ko Chahna

aur Chahate Hi Rehna...

Din Bher us ko Sochte hi Rehna....


Apne Haath ki Lakeeron mein us ka Naam Tarashte hi Rehna...


aur Jab kabhi Wo,

in Riyazaton ka Hisaab Mangne ke Liey,

samne aaey to ........


Tum "ANAA" ka Hath Thaam Lena.


Ager Wo kuch kahey to,

Muskura ker Anjaan Ban Jana.


Aur Jab Wo Mayoos Ho ker Laut Jaey to...


Apne Ander Jhankna,

aur,

Khud se Poochna ......


Tab Tumhara Dil Tumhain Bataey ga,

Ke....


Dukh kisko kihtey Hain.

aur...

Dukh kia Hota Hai

Ankhon se mere is liye lali nahi jati

Ankhon se mere is liye lali nahi jati
Yadon se koi raat jo khali nahi jati

Ab umer na mausam na wo raste ke wo palte
Is dil ki magar kham khiali nahi jati

Malum hamein bhi hein boht se tere qisye
Per baat teri hum se uchali nahi jati

Hamraha tere phool khilati thi jo dil mein
Ab sham wohi dard se khali nahi jati

Hum jaan se jain ge tabhi baat bane gi
Tum se too koi rah nikali nahi jati

یہ پہاڑوں کا فیض ھے ورنہ


یہ پہاڑوں کا فیض ھے ورنہ
کون دیتا ہے دوسری آواز
Ya paharon ka faiz hae varna
Kon deta hae dosri awaz...!


میرے ہاتھوں میں تاش کے پتے

میرے ہاتھوں میں تاش کے پتے

ان کے ہاتھوں میں نبض پتوں کی

شرط یہ تھی کہ جیتنے کے لیے

چار پتوں میں اک تسلسل ہو

" پان کا بادشاہ " تھا ان کی طلب

مجھ کو درکار " پھول کی بیگم "

ان کے چہرے پہ اعتماد کا نور

میری آنکھوں میں صرف حیرانی

میں نے دانستہ اپنے ہاتھوں سے

" پان کا بادشاہ " ہی پھینک دیا

قہقہے سے ابل پڑے ہر سو

اور میں سوچتا ہوں رہ رہ کر

تیرہ پتوں کے کھیل میں کل رات

جیت جاتا تو مات ہو جاتی




Tuesday, June 11, 2013

Uss Ki Awaz

Uss Ki Awaz Sun Lon Tou Mil Jata Hai SukooN

Dil Ko Dekho Tou Sahi Mere Dard Ka Elaaj Kaisa Hai..

pix poetry











Qurb K Na

Qurb K Na Wafa K Hote Hain

Saray Jhagray Ana K Hote Hain

Baat Niyat Ki Sirf Hai Warna

Waqt Saray Dua K Hote Hain

Mai fana

Mai fana ho gaya woh badla phir bhi nahi faraz


meri chaht say bhi suchi thi nafrat uss ki

agar tum

agar tum jo ijaazat do, to chand Lafzon mein keh daalain


Ke Tum bin marr to saktay hain.. Tum bin jee nahi saktay.....♥