کبھی یہ حال کہ دونوں میں یک دلی تھی بہت----------------------------- کبھی یہ مرحلہ جیسے کہ آشنائی نہ تھی ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ مممد نوید

Tuesday, November 27, 2012

shart poetry part 1

socha tha us se bichrun ga to mr jaun ga....
jaan lawa khof tha.,how kuch b nhi
***********************************
jma tum ho nhi skty muje mnfi se nafret hy...
tumhen tqseem krta hun to hasil kuch nhi hota
-----------------------------------
iqrar kia tha tum ne b"muje tum se muhabbat hy"
lo bathy bathy aj hamen ik baat porani yaad aai
--------------5:43/28-9-12------------------
kuch baat hai teri yadon me jo baat yahan tk aaa pohnchi,,
hm dil se gay dil tum py gia or baat kahan tk jaa pohnchi
*****************
hr aml ka ik rad-e-aml hota hy....nfrt bta rahi hy kabi muhabbat b the
******************

Zindagi meri teray gird ghomati hai faqat.

Aam hai Sara jahan mery ley ik bas khaas hai tu
-----------------------------------------
diloon main farq aa jaye tou itna yaad rakhna tum

daleelain, minatain aur falsafay bekar jatay hain..
-------------------------------------------
Kitni palkon se fizaaon mein sitarey tootey,

Kitne afsanon ka unwaan bana eid ka chaand..
-----------------------------------------------
!!..Dhoondtay Kia Ho In Aankhon Mein Kahani Meri..!!

!!...Khud Mein Guum Rehna Tou Aadat Hai Puraani Meri..!!
--------------------------------------------
Bary Badnaseeb Thehry, Jo Qaraar Tak Na Puhunchy

Dar-e-Yar Tak To Puhnchy, Dil-e-Yar Tak Na Puhunchy.
*********************************************
tera tarz-e-taghaful , is dil pe
sitam uff,
ae dushman-e-jaan, bohot yaad
aarahe ho..!!
**********************************
Meri Thaki Hue Aankhen Sawal Karti Han

Tumhary Ded Bina Eid Kesy Mumin Hai
***************************
Aey tabeeb, ab to kar dey dawa-e-dard-e-dil,
Agli baar touba, ham Mohabbat na karain gey.
**************************
Hamain khabar hai lutairon k sab thikanon ki,
Shareek-e-jurm na hoty to mukhbari karty.
*************
Ab teri aankh main aansu kis liye "Mohsin"?
Jab chorr hi diya tha, to bhula bhi diya hota.
******************
Sun kar tmaam raat meri daastaan-e-gham,
Wo muskura k boly, Bohat bolty ho tum.
*********************
Dhoondo gey ujrry rishton main wafa k khazany,
Tum mery baad meri Mohabbat ka ehtraam karo gey
****************************
Dukh ney sukh ka saans liya hai,
Kaash! k koi ab yaad na aaye.

No comments:

Post a Comment

03457568685