کبھی یہ حال کہ دونوں میں یک دلی تھی بہت----------------------------- کبھی یہ مرحلہ جیسے کہ آشنائی نہ تھی ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ مممد نوید

Tuesday, November 27, 2012

short poetry part 10

Hum ne manga hi nahi sila apni wafaon ka"MOHSIN".K shayed inkar ki b fursat na ho un k pass
152
Ik Main hi Nahi Jurm-e-muhabbat Ka Khata-Waar......... "Faraz"Halka Sa Tabassum b to Shaamil Tha Udher se>>>
153
Ik Muddat K Piyasy Ko Faqat Aik Hi Jaam...?"SAQI" Teri Tangdasti Mujhey Yaad Rahey Geee,..
154
Is aas py k wo khirki sy jhanky gi.Gali me khelty bchy lra diye mene.
155
Is dunya me baton ka yaqeen kon krey ga,Ashkon ki zamanat b jaha kam na aey.
156
Is shart pay khelon gi piya pyar ki baazi,Jeeton to tujhey paa'on haaron to piya teri.
157
Itni shiddat Aansuon me pehlay kabi na thi Faraz,Deikha apnay naseeb ko tosar-e-Aam ro diye....
158
Itny Zalam Na ßano Kuch Tu Murrawat SikhoTum Pe Marty Ha¡n,Tu K¡a Maar H¡ Dalo Ge Huma¡n.!
159
Jään ki qurbät kö tö mil jäte häin lög häzärön...Mäiny ik shäkhs chunä thä sirf möhäbbät k liye..!--- -
160
Jäb B Jee Mein Äye Mere Päss Chäli Ääti Hö.....Ä Shäb-E-Tänhäi Kyä Terä Ghär Bär Nhi Häi....??--- -
161
Janay walay ne kaha tha k wo loat ayega zror,.Bas issi aas pe Darwaza khula rkha ha..
162
Jhooti tasallion k siwa kuch b na de skaHum pe mehrban ik Shakhs aisa tha...
163
Jo Aana Chaaho Hazaar Rastay, Na Aana Chaho To Uzar Dheron....Mizaj Barham, Taveel Rasta, Barsati Barish, Kharaab Mosam.....!!
164
*.'.*Woh khud ko phool aur hum ko pathar keh kar muskuraya karti hai*.'.**.'.*Un ko kya khabar pathar to pathar rehtay hain phool hi murjhaya karty hain
165
Kaafir Howe They Jis ki Mohabbat Main Hum "Faraz" Kal Wohi Shakhs Kisi Or k Liye Musalman Ho Giya...
166
Kaash mujy ko pta chl jay tyri soch ka mehwr....To ma khud ko trashon tyry andaz_e_ nzr se.
167
Kabi ma sochta hun tary dil me uotr k dakhun "navi"wo kon bsa hy tary dil me jo mujy bsny nhi dyta....:-
168
Kähän Se lääyen fursät hm ghäm e duniyä k liye Jö Jäägen tö wöh khäyälön k määlik..Jö söyen tö wö khuwääbö k määlik...
169
KAR DIYA IZHARE ISHQ HAMNE TELEPHONE PAR, LAAKH RUPAYE KI BAT THI, 2 RUPAYE MAIN HO GAYE.
170
Kbi na Totnay wala Hasaar bn jaoon,Tm meri Zaat main rehnay ka Faisla tu kro!
171
Khud pe Bharosay ka Hunar Seekh loGhalib..... Saharay Jaisay be hoon, Achay nahi hotay.....
172
KHUDA kere Usey Zindagi Mein Sada Thokrain Naseeb Hon...Mere Haath Se Mere Hamsafer Tera Haath Jis Ne Chora Dia...
173
Khushbo kiyn na hogi meri guftugu main dost.... Main ne ek umer guzari hai ek phool jese chehre k sath.
174
Khuwab bhi shayad kaanch se nazuk hote hain..!Faraz...her roz bikhar jaate hain faqat ik aankh k khulne se..
175
Kia khabar thi k chaly gi kabhi aisi bi hawa. . . .Faraz. . . .Khushk patton ki tarha dost bikhar jayain gay!!
176
Kia rakha hai apni zindagi k is afsaney main"GHALIB"Kuch guzri yaar bananey main kuch guzri yaar manaaney main....
177
'"*,,,Us Masoom Zalim kiZulmat ka Ye Haal Tha "'*,,,Faraz,,,*"''''*,,,Wo Khod Ko Saza DayKar Mujhay Tarpaya Karta Tha.
178
Zarorat Torr Deti He Gharur-e-Be Niazi Ko.....Na Hoti Koi Majburi To Har Banda Khuda Hota....
179
Kisi bay wafa ki khatir ye janon faraz kb takJo tumhain bhula chuka hai osay tum b bhol jao.
180
Kitaboo say Dala'il do ya Khud ko Samnay rakh do!Wo Muj say Pooch beatha hai Mohabat kis ko kehtay hain
181
Kitney anjaaan hain, sar_e_shaaam hi so jatey hain!Meri aaankhon say, meri neeend churaaanay waaaley........!!
182
Kitni hai munfarid ye Zindagi ki Aarzo "MOHSIN"Mar Jate hain kisi pe 'Log' JEENE k liye...
183
Koi aaj tak na badal saka yeh asool Gulshan-e-Zeest ka, Wohi Phool Nazr-e-khizan howa jise Aitbar-e-Bahar Tha...!.
184
Köi Häm Säfär Nä Högä Tere Bääd Merä* MÖHSINHäm Hen Bewäfä Säb Se ik Teri Zäät ki Khätir..!--- -
185
Koi Pochta Hai Mujh Sy Meri Zindagi Ki Qeemat,Mujhy Yaad Aa jata hai Tera Halka se Muskarana.
186
Kon karta hy wafaon k taqazay tum say " " , Hum to ik jhooti tasalli k talabgar hein bus
187
Kon Khreedy Ga Ab Heeron K Daam Tery AansoÖ Naveed....!Wo Jo ik Dard Ka Tajir Tha Dukan Chor Gaya.
188
Kuch Iss Liye Bhi Mujhe Apni Neend Se Bohat Piar HæKe Uss Ne Kaha Tha.. Mujh Paana Tumhare Liye Ik Khwaab Hæ..
189
L0g kehte hen kisi ek k jane se hmari zndgi ruk nai jatilekin.-Ye k0i nahi janta k lakh0n k mil jane se bhi us ek ki kami puri nahi h0ti
190
Lafz totay is izhar tak atay atay .............Mar gayay ham teray mayaar tak atay atay,.
191
Lag na jaye kahin BetaabSitaaron ki Nazar, "jana"Chaand se chehrey ko Aanchal meinChuppa kar sona
192
Likh rkha ha tark e ulfat Nama ai Naveed,.Mgr Dil ha k dastkht krta he nhe..
193
Log kehte hen 1 Rishta khtm ho jane se sari dunya nhi khtm ho jati..Lekin uska kia jis ki saari dunya hi 1 Rishta ho...!
194
Mae janti ho meri khud darian os ko kho day gien,Magr mae kro b tu kia, mjy mangnay say nafrat hai.
195
Mai Ne Kaha K Mujhay Chhor Do Ya Tor Do......Galib...Wo Be-Wfa Hans K BolaItnay Naayaab KhiLonay Roz Kahan MiLTay Hain...
196
Main ab k laota to sadyon ki umar laaon ga... K tery paas mujhy mukhtasar nhen rehna...!
197
Main Khud Garz Nahi K Khushiyun Pe Mar Mitoon, Gham Bhi Mujhe Aziz Hain apno k Diye Huwe..
198
Main ne to us raat se ankhen hi nahi kholeen SHERIYAARJis raat us ne kaha tha subah hote hi bhool jana mujhe
199
Main to fana ho gaya uski aankhen dekh kr Faraz,Na jane wo shaks aaina kaise dekhta ho ga...
200
Main tumsy kuch nai kehta, faqat itni guzarish hy..Bus itni baar mil jao, K jitna yaad aate ho..

No comments:

Post a Comment

03457568685