کبھی یہ حال کہ دونوں میں یک دلی تھی بہت----------------------------- کبھی یہ مرحلہ جیسے کہ آشنائی نہ تھی ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ مممد نوید

Tuesday, November 27, 2012

short poetry part 9

101
Wo shakhs mar chuka hai jis ka tum pochtay ho " DOST " Uss ko kissi ki yaad ne zinda jala diya
102
Chl aay neghty bad_e_bahari rah lg apni...Tujy atkylean soji hm be_zaar beythy hen...
103
Dard ki ek lehr c uthi hai abi "Naveed"Lgta he koe tarap rha hai mri qurbat k waste.
104
Dil ki rahon pe chalna asan to nahi "navi"LaikinHamsafar mukhlis ho to dooriyan pal mein mit jati hein
105
Dil may hota, tou kab ka bhulla dety "WASI"...Wo shakhs tou bohat door tak basa hai mujh may...
106
Dil Tub Se Udaas Hai Jab Se Khabar Hoi.....Miltay Hain Wo Khaloos Se Her Ajnabi K Sath.
107
Dil Tujhy Rouh Se Pane Ka Talabgar Hai Warna....Jism Bikty Hain Tere Sath K, Kuch Damoo Mein.....
108
Dil uska bi tha dil mera bi tha farq sirf itna thaFARAZ ...Wo pathar tha jo salamat raha, ye sheesha tha jo toot gaya. "
109
Din to is shehr ki ronaq mein guzar jata hai FARAZ.!Yaad kuch log sar-e-sham bahot aatay hain...
110
Doobi hain meri ungliyan meray hee Khoon mai ..Ye Kaanch k tukroon pe Bhar0sey ki Saza he. . . .
112
Doston se bicharr kr haqeeqat khuli .FARAZ, "Dunia HASEEN hyMagar Doston k saath. ¤¤
113
Dunia ka yaqeen karain b to kaisy karin " faraz" apni he Aankh ka Aanso b to apna na raha wo be nikla to kisi aur k lye...
114
Ek mudat se min tot chuka hon (MUHSAN) usne kha tha muje tot ke chaho.
115
Ek pal me jo khareèd laity hn Dil ki basti ko faraz...Dikhnay main wo log bary masoom sy lagtay hain.........,
116
Fakt is shok se pochi hen tum se hazaron baten...Kh tyra husn husn_e_bayan tk dakhon.
117
Saari Duniya meIN Woh Taqseem Apna Waqt Krta Hei"!!#ÖWAO-#ÖSirf Mere Liye Usko Koi Lamha Nehi Milta"!
118
Tere chaht , tere batian , tera sb kuch yad aata ha...Neel gagn pr jb b dekho'n aade rat ka pora chand....
119
Tere zulfian , tere ankhian, tery aabro, tery lb Ab b mashhor han donia ma msalo'n ke trha
120
Tum mujy bahol b jao ye haq ha tum koMere jani :Mujh Ko Maloom Nahi Achai Ki Tareef..... .....Ay Dost.....Meri Nazron Mein Acha Woh Hai Joh Tum Jaisa Ho...bat aur ha ma ny to muhabt ke hay
121
Faqt ek Shakhs ki Aarzoo Men Guzar Rahi hai ye zindagi ...""...ye Talab Nahi k Tamam Shehar ki Chaahaten Mere Saath hon.
122
wo tery husn ki qeemat sy nai hain waqif.Pankhari ko jo tery lb ka bdal kehty hain
123
Wo mujh se Pochta hai kis kis k khawab dekhte ho "FARAZ", Bekhabar janta Nahi k Yaden uski Sonay Nahi deti
124
Fqat Khawabo Se Hi Nai Milta Sukoon Sone Ka. Ksi Ki Yad Mein Raat Bhar Jagne Ka B Apna Mza Hai.
125
Ghalti Hui K Usay Jaan Se B Zayada Chahnay Lagay " Faraz "Kia Pata Tha K Meri Itni Parwah UsayLa-Parwah Kar De Gi..
126
Ghar bna k mery dil me wo chor gya .... "SAQI" Na khud rehta hai na ksi aur ko basny daita hai...
127
Kuch Iss Tarah Se "NAZAR ANDAAZ" kar dia logon ne hamein,GHALIB,Jese Ezaafi lafz Thay Hum unki Zindagi Ki Kitaab Mein..
128
=Meri tanhai ko zarurat hai tumhari =Agar ijazat ho to yadon mein basa lon tum ko!...=
129
Woh umar bhar to saath na nibha saka mera <x>MTHSIN<x>Haan yaad ban k kabhi us nay mujhy tanha nahi chohra..
130
Mujh Ko Maloom Nahi Achai Ki Tareef..... .....Ay Dost.....Meri Nazron Mein Acha Woh Hai Joh Tum Jaisa Ho...
131
Hum say bichar k us ka takabar bikhar gaya..!Har ik say mil raha hay bari aajzi k saath..
132

Gulon ko b nhi Aaya Abhi tk Is Trah Khilna!Sawerey Jis Tarah Wo Neend se BeDaar hota hy.
133
Dil ka Darwaza tere bad kbi hum ne khola hi nhi..... ....pyaray ..... Warna es Ghar ko buht se Chand Sajanay aaye...
134
Hai koi Ehal-e-Dil jo khareedy humary Mizaaj, MOHSIN?Hum Zakham Khareedty hain Mohabbat k bhao mein.
135
Halat ny tor dia kachay dhagy ki trha wrna,,,;,'*,*',;,Mere waaday B kabhi znjeer hua karty thy..!
136
Ham To Be-Naam Se Be-Aasra Loog Hain Wasi. . . Koi Agar Yaad Bhi Rakhay Ga To Os Ki inayat Ho Gi.
137
Hamara HaQ To Nahi Hai Phir B Ye Tum Se Kehty Hain , d0St Hamari ZINDAGI Tum Le Lo Magar Udas Mat raha kro...!
138
Har zuban osi ka Tazkara krayYa phr Hum say koi Guftagoo na kray.K r nehman
139
Häsrät häi mere dil kiK mäin hön ör bäs Wö hön...Yeh wö häsrät häi jis häsrät pe khud häsrät kö häsrät häi..!--- -
140
Hazaar chehron men "Teri" mushahbten mili mjko,Pr dil ki zid hai Agr"Tu" Nhi to "Tujh" sa bhi nhi.
141
Her Rooz K MiLne Mein Takaluf Kaisa""MoHsiN""Chand Soo Baar Bhi Nikle To Naya Lagta Hai....!
142
Mulaqatein Musalsal Hon To Dil'Chasspi Nahin Rehti.........!! Baray Dil'Chassp Hotey Hain Yeh Be-Tarteeb YaaRaNaY
143
Subha hoi tou ankhein aisey neend se bojhal thein Jaisey koi jaag rha tha mjh mein sari raat
144
Hoti Hai Bari Zalim Yaktarfa Mohabbat Wo Yaad To Aatay Hain, Par Yaad Nahi Kartay.
145
Hoti"Hai"Bari Zalim Yak tarfa MohabbatWo Yaad To Aatay "Hain"Per Yaad Nahi Kertay! -JågGÅzZ-
146
Hr wakt mari khoj me rhti hy tyri yaad....Tu ne mary wjod ki tnhai b chhen li...:-(
147
Hum ne khud main tmko peroya ha aik tasbi ki tarahaMOHSIN !Agar hum totay to bikhar tum bhe jao gy. . . ! !
148
Hum tum pe mar mitay ye kis ka kasur hyAina hath mein lay k khud faisla kr do...
149
Husan-e-kirdaar say noor-e-mujassam ho ja,Keh iblees b tujhay dekhay to Musalman ho jaaey..!(Allama Iqbal)
150
Main ne kaha k bohat piyar aata he tum par..!! ....!!! Wo muskura k bolay or tmhein aata hi kia hai?

No comments:

Post a Comment

03457568685