کبھی یہ حال کہ دونوں میں یک دلی تھی بہت----------------------------- کبھی یہ مرحلہ جیسے کہ آشنائی نہ تھی ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ مممد نوید

Tuesday, November 27, 2012

short poetry part 4

bahir jin baba aay hoy hian
raat youn main ne sulaia dil ko
*********************************
shakh-e-gul sedhi jo hoi gulzaar me
naksha sa khich gia aankh me tari angrai ka
*****************************
us k haath me hy nabz-e-sakoon shaid
qarar den b to jasy udhar daty hian
****************************
sahb-e-ilm ho zaara soch kr btao
muj py kesi insaan ka saaia to nhi?
****************************
kuch to ishq khyal kr..!
tujhe barsun se paal rakha hy
****************************
wo, wo, or bs wo
lo khatm ho gai mari dastan-e-hayat
****************************
rothna agr muj se to ye zahen me rakhna
manana adit nhi mari, or juda hm rh nhi skty
****************************
boht drja dil shekn hy
aql sachi the, ishq jotha tha
******************************
kamal ka peer hy ishq b
chhor data hy mareed bna k
*****************************
rishwat b nhi lata
ishq muje muslman lgta hy
*****************************
////////////////////////////
\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\
tum yaad zara nhi aaty
lo din ka pahla joth suno
/////////////////////////
\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\
kuch soch laty wo hr sitm se pahly
ma ashiq hi nai insaan b hun
-------------------------
Raat pher mary 7 soi the
han wohi yaad tari
-------------------------
nagahen bolti hian be-tahasha
muhabbat paglun ki zuban hy
-------------------------
tum kai bar mil gay hoty
tum jo milty agr duaon se
-------------------------
PHER KAHAN HESAB RAHTA HY?
ISHQ JB BE-HESAAB HO JAY
-------------------------
abi akhtayari hy to ye aalim hy
muhabbatm lazmi hoti to kia aalim hota?
-------------------------
hm gay thy us ko manany
wo khafa acha lga,hm ne rahny dia
-------------------------
haath rakh kr wo mary dil py frmany lagy
dard kahan hota hy? q hota hy? ab hota hy?
-------------------------
charh jay to utrta he nhi
ye ishq b gareeb k qarz jasa hy
-------------------------
ahtyatn bujaa sa rhta hun
jlta rhta to kb ka rakh ho gia hota
-------------------------
agr ma ye kahun kh tum bin na-mukamil hun
to kia mari tkmeel mumkn hy????
-------------------------
kis ne kis ka sakon lota hy
aao batho hesab krty hian
-------------------------
bhol gay ho chahny walo
kia etna mhngai ho gai hy?
-------------------------
pocha hy us ne haal bari mudit k bad
pr gia kuch aankh me ye kh kr ro pary
-------------------------
trha trha se bholaia mgr ye haal hwa
hr ik khyal se pada tara khyal hwa
-------------------------
haay kis wakt tujhe payar soja zalim
lipt jaty ho janaza b nhi uthany daty
***************************
tuj ko soch ebadit ki trha
tari yaad sawab jasi hia
---------------------------
kasy bholadun us ko main
mot insanon ko aati hy yadun ko nahi
---------------------------
sail hy mgr dast-e-talb kanp raha hy
ye shakis muje mangny wala nhi lgta
***************************
tapkti hy negahon se brsti hy adaun se
mhabbt kon khta hy pahchani nhi jati
---------------------------
gali me toti hoi chorian dakhi hian ma ne
zaror kesi masoom ki mahabbt py zawal aia hoga
---------------------------
sahi na jay ge jonky ki rakabt hm se
hawa se kh do tary rukhsar se ht kr guzry
---------------------------
dil kushada hy mara gaun k aangn ki trha
us ki sochen hian us k shaher ki galun jasi
---------------------------
usi dria dili se milo
jasy jhlum-o-chanab milty hian
---------------------------
kia kaha muj se mahabbt krty ho?
snbhalo khud ko hm kesi kaam k nhi
---------------------------
khawabon k totny se badan totny tk
wo dard btao jo hm ne saha na ho
---------------------------
ferak-e-yaar ne muj ko be-chaen raat bhr rakha
kabi takia edhr rakha kbi takia udhr rakha
---------------------------
dil ki baat kahun bura to nhi mano gy?
bari raht k din thy tari pahchan se pahly
+++++++++++++++++++++++++++
ma usy chhor to sakta hun pr chhor nhi sakta
wo shakis mari begri hoi aadit ki trha hy
---------------------------
km yaad karun us ko yahe mary hq me bahtr hy
ye alfaz muje tabeeb ne haath jor kr kahay hian
***************************
mary seny se b zara kaan lga kr sun
dhrkany tara wird krti hian
****************************
ye wajbat-e-ishq hm py he qarz q?
wo b ada kary muhabbt usy b the
----------------------------
aary bolao hakemun k aamil ko
muhabbt ki waba pylti jaa rahi hy
----------------------------
ye likh dana mary sang-e-lahd py
mot achi hy, acha nhi lgana dil ka..
*****************************
us ko dakha nhi kai din de
aankhen be-kaar na ho jaen
--------------------------
ishq to dasht ka bnjara hy usy kia feqr
tum to ghr baar waly ho tum to hosh kro..!
--------------------------
ly ley hian pakr kr bosy ja baja
wo kahty rahy hr bar
ye kia?
ye kia?
***********27-11-12/\9:52pm**********

short poetry part 3

jb sar-e-bazar naam laty ho..
jaan mari tamam laty ho......!
--------------------------
Rukhsar asy tmtmaty hian jnab k
pahny ho jasy chand ne gajry gulab k
--------------------------
apny lajy py goor kr k btaa
alfaz kitny hian teer kitny hian?
++++++++++++++++++++++++++
agr syaah bakht he hona tha naseeb na mary
zulf hota tari, ya tary rukhsar py till hota
++++++++++++++++++++++++++
kia kaha mr gia hy ishq?
aylan kro kl eid ho ge
++++++++++++++++++++++++++
ye km-bakht hachkian thamti q nhi..?
kis k zahen me aa kr attak gia hun mian
**************************
pather ka hy shaher or goftgo ki arzo..
hm kis se karen baat koi bolta he nhi
+++++++++++++++++++++++++++
ma hun akhbar-e-muhabbt,mari pyshani par
roz ik aas k marny ki khabr chapti hy
+++++++++++++++++++++++++++
fasly bhar gay hian Noveed
aur km-bakht muhabbat be
---------------------------
tara wajood rwajo k atkaf me hy
mara wajod tary aaen, sheen, qaaf me hy
---------------------------
wo b udas wahan ma b udaas hun
kash mashwra krty muhabbat krny se pahly
+++++++++++++++++++++++++++
tum milo to najat mil jay
roz jeny se roz marny se
---------------------------
us shokhi-e-guftar py aata hy boht payar
jb wo payar se kahti hy shytaan kahen k
***************************
sahb-e-zooq bn gay ho tum be..
sach btao kesi se payar hwa hy?
***************************
mari manzil mari hd.....
bs tum se tum tk..........!
+++++++++++++++++++++++++++
aay ishq tuje Allah ka wasta
ya yaar dy ya maar dy
***************************
ik tabsum hazaar shekwun ka..
kitna payara jwab hota by
***************************
chalo ma maan lata hun ishq hy tum se
to chalo tum b kaho isi sabab magror ho tum
***************************
chand mazdoor chahey muje...
dil se yadon ka boj dhona hy
***************************
kitna masoom sa lgta hy ik lafz-e-muhabbat
or is lafz se milti hian sazaen kitni...
***************************
tum ko dakha to dil be-sakhta bool utha
Faa be ayyi alai e Rabu kuma tukazibaan
***************************
q krty ho dil py atny sitm
yaad krty nhi to yaad aaty q ho?
---------------------------
lazman ap setim gaar hun gy
ap ki sort boht he payari hy
---------------------------
Raat br ab shor machaen gi
khwahshen din ko khob soi hian
\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\
///////////////////////////
log seny me chupa k rakhty hian
hm ne sr py charah lia dil ko
****************************
khushi kuch is ley b door se guzrti
kahen ma khushi se mr he na janun
****************************
pher us ki hr ada se chalkny laga hy payar
jb hm ko atbaar ki aadit nhi rahi
****************************
tumhary pass to pher kis k pass hy
wo tota hoa dil aakhir gia kahan?
****************************
najany is zid ka kia nateja ho
manta to b nhi , manta dil b nhi
****************************
tum mary dast-e-sawal py khali haath he rakh daty
sail ko kuch na milny py bari taklef hoti hy
****************************
pori mahndi b na aati the lagani jis ko
haay,, kasy sekha to ne garun se lagana dil ka!!!
****************************
hm ne guzry hoy lmhun ka hawala jo dia
hans k khny lagy wo "raat gai baat gai

short poetry part 2

Na koi fikar laahaq hai, na koi yaad hai baaqi,
Magar ye aakhri misra zara sa jhoot lagta hai.
*******************
Elaan-e-mout hua to logon ney kaha "Mohsin",
Acha hua k mar gaya, aksar udaas rehta tha.
*********************
Men fana ho gaya wo badla phir bhi nahi"FRAZ"
Meri wafa se bhi sachi thi nafrat us ki.
************
Men to khush fehmi men tha k men sab ko bhata hoon,
Men aziz to sab ko hoon magar zarorton ki tarha.
******************
Likhty hain naam hamara matti par or mita dety hain,
Un k liye ye khail ho ga magar hamen wo matti men mila dety hain.
*******************
Husn har baar shararat main pehal karta hai,
Baat barrhti hai to phir ishq k sar aati hai.
***********
Husn har baar shararat main pehal karta hai,
Baat barrhti hai to phir ishq k sar aati hai.
*************
Bach'pan ki wo ameeri na'jany kahan kho gayee,
Jab paani main apny bhi jahaz chala karty they
*********************
Unko maaloom hi nahi jazba-e-mohabbat kya hai,
Wo jo har baat pey kehty hain, Mohabbat ki qasam.
**************
Ik nawaly k liye men ney kiya jis ka shikar,
Wo prinda bhi kayee roz ka bhooka nikla.
*************
Guloon ko bhi nahi aaya abhi tak is tarha khilna,
Sawairy jis tarha wo neend sey be-daar hota hai.
****************
Ghareebon ki ye basti hai,kahan sey shokhiyan laaon?
Yahan bachy to rehty hain,magar bach'pan nahi rehta.
******************
Shayad koi taraash kar qismat sanwaar dey,
Yehi soch kar men umar bhar pathar bana raha.
*****************
Baarish hui to ghar k dareechy sey lag k ham,
Chup chaap, sogwaar tumhen sochty rahy.
**************
Guzar rahi hai tumhari kaisy? bicharr k ham sey, rula k hamko,
Haqeeqaton ko zaroor likhna, anaa ki khaatir chupa na laina
****************
Tum ney daikha hai kabhi chaand pey behta paani?
Men ney daikha hai ye manzar kisi rukhsaar pey aaj.
***************
Hoti hai laakh ghamon ki dawa neend bhi magar,
Hoty hain aisy gham bhi k sony nahi daity.
**************Maani na meri aik bhi, khud'sar hai tu aey Dil,
Ab khud hi tarrap, men to tera kuch nahi lagta.
********
Kehny waalon ka kuch nahi jaata,
Sehny waaly kamaal karty hain.
************
Naram naram phoolon ka rus nichorr laiti hain,
Pathar k dil hoty hain in titliyon k seeny main.
*****************
Yeh wafa to un dinon ki baat hay "Fraaz"
Jab makaan kachy or log sachay hoa krty thy......
++++++++++++++++++++++++++
Tera Na Ho Saka To Mar Jaon Ga Faraz.
Kitna Khobsurat Wo Jhoot Bolta Tha".
++++++++++++++++++++++++++
Hum pe faqat ilzaam k hum hain zuban daraz.......
hum ne to bus kaha tha hamain tum se piyar hai....!
+++++++++++++++++++++++
Yahee soch kar us ki har baat ko sach mana hay
"FARAZ"~
K itnay khubsoorat Lub jhoot kesay bolain gay..~
+++++++++++++++++++++++
Bari Mushkil se Sulaaya tha Khud Ko FARAZ Main ne Aaj...!
Apni Aaankon Ko Tare Khuwaab Ka Laalach Day Ker.....!
+++++++++++++++++++++

shart poetry part 1

socha tha us se bichrun ga to mr jaun ga....
jaan lawa khof tha.,how kuch b nhi
***********************************
jma tum ho nhi skty muje mnfi se nafret hy...
tumhen tqseem krta hun to hasil kuch nhi hota
-----------------------------------
iqrar kia tha tum ne b"muje tum se muhabbat hy"
lo bathy bathy aj hamen ik baat porani yaad aai
--------------5:43/28-9-12------------------
kuch baat hai teri yadon me jo baat yahan tk aaa pohnchi,,
hm dil se gay dil tum py gia or baat kahan tk jaa pohnchi
*****************
hr aml ka ik rad-e-aml hota hy....nfrt bta rahi hy kabi muhabbat b the
******************

Zindagi meri teray gird ghomati hai faqat.

Aam hai Sara jahan mery ley ik bas khaas hai tu
-----------------------------------------
diloon main farq aa jaye tou itna yaad rakhna tum

daleelain, minatain aur falsafay bekar jatay hain..
-------------------------------------------
Kitni palkon se fizaaon mein sitarey tootey,

Kitne afsanon ka unwaan bana eid ka chaand..
-----------------------------------------------
!!..Dhoondtay Kia Ho In Aankhon Mein Kahani Meri..!!

!!...Khud Mein Guum Rehna Tou Aadat Hai Puraani Meri..!!
--------------------------------------------
Bary Badnaseeb Thehry, Jo Qaraar Tak Na Puhunchy

Dar-e-Yar Tak To Puhnchy, Dil-e-Yar Tak Na Puhunchy.
*********************************************
tera tarz-e-taghaful , is dil pe
sitam uff,
ae dushman-e-jaan, bohot yaad
aarahe ho..!!
**********************************
Meri Thaki Hue Aankhen Sawal Karti Han

Tumhary Ded Bina Eid Kesy Mumin Hai
***************************
Aey tabeeb, ab to kar dey dawa-e-dard-e-dil,
Agli baar touba, ham Mohabbat na karain gey.
**************************
Hamain khabar hai lutairon k sab thikanon ki,
Shareek-e-jurm na hoty to mukhbari karty.
*************
Ab teri aankh main aansu kis liye "Mohsin"?
Jab chorr hi diya tha, to bhula bhi diya hota.
******************
Sun kar tmaam raat meri daastaan-e-gham,
Wo muskura k boly, Bohat bolty ho tum.
*********************
Dhoondo gey ujrry rishton main wafa k khazany,
Tum mery baad meri Mohabbat ka ehtraam karo gey
****************************
Dukh ney sukh ka saans liya hai,
Kaash! k koi ab yaad na aaye.

Chahaton ke moasum

Chahaton ke moasum main raahatain bhe hoti hain
Dard bhe tau hota hay shikayetain bhe hoti hain

Payar ke masaafat main oonchay neechay ruston per
Bay waja nazar ohjhal rukawatain bhe hoti hain

Hijer k andhairay bhe zindagi main aatay hain
Wasl k ujaalon say adaawatain bhe hoti hain

Dil main jub bhe chubh jaaien khaar zindagani k
Dermiyan dilon k dau wazaahatain bhe hoti hain

Ashk bhe tau girtay hain laazawal rishton main
Dard dainay wali koch rafaaqatain bhe hoti hain

Payar main abhi onn k inteha nehi aaie
Ishq main zaroorat ke milaawatain bhe hoti hain

Ruqs jab bhe karti hay chaandni andhairon main
Rahberon ke aankhon main sharaartain bhe hoti hain

Bay hijab karti hay, shaukat nazer zamanay ke
Bay hisaab loogon ke inaayetain bhe hoti hain

Sheher Mein

Sheher Mein Teri Paziraai Na Honay Dongi
TU Mera Hai Tujhay Harjaai Na Honay Dongi

Chup Rahon Gi Jo Kahay Ga Koi Tujh Ko Majnoon
Is Sy Bardh Kar Teri Ruswaai Na Honay Dongi

Yaad Aaon Gi Tujhay Achhay Dinon Ki Soorat
Main Mukammal Teri Tanhaai Na Honay Dongi

Janti Hon Ke Mera Hona Hay Us Say Mashroot
Apnay Dushman Ki Main Paspaai Na Honay Dongi

Achhay Lagtay Hain Mujh Ko Parinday Lekin
Us Ko Unka Bhi Tamannaai Na Honay Dongi..!!

Umar bhar ka

Umar bhar ka maan toota, aur kya,
Morr aya, sath choota, aur kya,

Kon sach kehta hai, sach sunta hai kon,
Main bhi jhoota, tu bhi jhoota, aur kya,

Jaan se jaana zaroori to nahin,
Aashiqui mein sar to phoota, aur kya,

Rote huye laal pathar ho gaye,
Rafta rafta rang choota, aur kya,

Reh gaya tha yaad ka rishta faqat,
Akhrish yeh pul bhi toota, aur kya,

Us ki ankhain bhi kabhi sach bolti’n,
Dil to tha jhooton sa jhoota, aur kya,

Ghair to they ghair apne aap ko,
Sab se barh kar hum ne loota, aur kya,

aao dekho to zara baagh-e-wafaa,
Ab koi gul hai na boota, aur kya,

Fitna samaani mein yaksaan hain Faraz,
Apna dil ho ya kahuta, aur kya..

Us ka chehra bhi

Us ka chehra bhi sunata hai kahani us ki,
Chahti hoon ke sunoon us se zubaani us ki,

Woh sitam’gar hai to ab us se shikayat kesi,
Aur sitam karna bhi aadat purani us ki,

Besh-qeemat hai yeh moti se meri palkon per,
Chand aansu hain mere pass nishani us ki,

Us jafaa-kaar ko maloom nahin woh kya hai,
Be-murawat ko hai tasveer dikhani us ki,

Aik woh hai nazar andaaz kare hai mujh ko,
Aik mein hoon ke dil-o-jaan se deewani us ki,

Tum ko ulfat hai Qamar us se to ab keh dena,
Samne sab ke sunaa dena kahani us ki..

Aaj phir us

Aaj phir us nay mera haal poocha hai,
Kitna mushkil sawaal poocha hai,

Hichkion ka ajeeb lehja tha,
Baat ko taal taal poocha hai,,

Tum Mujhe chor to na jao ge.
Mujh say Mera khayaal poocha hai,

Aansuon ki zubaan mein uss ne,
Jo bhi poocha kamaal poocha hai.

Monday, November 19, 2012

Aankhon se meri is liye

Aankhon se meri is liye lali nahin jati
Yaadon se koi raat jo khali nahin jati

Ab umar na mosam na wo rastay ke wo paltay
Is dil ki magar khaam khayali nahin jati

Mangy tu agar jaan bhi hans kar tujhe de don
Teri to koi baat bhi tali nahin jati

Aaye koi aa k yeh dard sanbhaalay
Hum se to yeh jaageer sanbhaali nahin jati

Maaloom humain bhi hain tere buhat se qissay
Har baat teri hum se uchhaali nahin jati

Humraah tere phool khilati thi jo dil mein
Ab shaam wohi dard se khaali nahin jati

Hum jaan se jaain gay tabhi baat bany gi
Tum se to koi raah nikaali nahin jati...