کبھی یہ حال کہ دونوں میں یک دلی تھی بہت----------------------------- کبھی یہ مرحلہ جیسے کہ آشنائی نہ تھی ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ مممد نوید

Sunday, December 2, 2012

YE BARISHAIN BHI TUM SI HIAN

YE BARISHAIN BHI TUM SI HAIN

JO BARAS GAIN TOA BAHAR HAI

JO TEHAR GAI TO QARAR HAI

KABHI CHAA GAI YUNHI SHAB-O-ROAZ

KABHI SHOAR HAI...

KABHI CHUP SI HAIN

YE BARISHAIN BHI TUM SI HIAN!

KISI YAAD MAI

KISI RAAT KO...

AIK DABI HOI SI RAAKH KO

KABHI YUN HUAA KAY BUJHAA DIYAA

KABHI KHUD SE KHUD KO JALA DIYAA..

KABHI BONDH BOONDH MAI GUM SI HAIN....

YE BARISHIAN..............

BHI TUM SI HAIN!!!!!!!!!!!!

Kabhi Hum Bheegte

Kabhi Hum Bheegte Hain Chahaton Ki Taiz Baarish Mein...
Kabhi Barson Nahin Milte Kisi Halki Se Ranjish Mein...

Tumhi Mein Dewtaon Ki Khu Boo Nahin Thi Warna...
Kami Koi Nahin Thi Mere Andaaz-E-Parastish Mein...

Ye Pehle Soch Lo Phir Aur Bhi Tanha Na Hojana...
Usey Chhoone Ki Khuwahish Mein Usey Paane Ki Koshish Mein...

Buhat Se Zakham Hain Dil Mein Magar Aik Zakham Aisa Hai...
Jo Jal Uthta Hai Raaton Mein Jo Lo Deta Hai Baarish Mein...

Raat hui kia jal thul barish

Raat hui kia jal thul barish
Dho gai sara kajal barish

Mein hoon dharti banjar payasi
Tum ho eik mukammal barish

Aao in aankhoon mein utro
Dekho meray sanwal barish

Sab per tumhara nam likha hay
Khushbu chand hawa jul barish

Do deewanay naach rahay thay
Eik mein aur eik pagal barish

BaRish!

BaRish!

ToO Na AAya Ker

Kay Tere Aanay Say

Aur Janay Kay BaaD Bhi

Koi

Buhat Dair Tak UdaSs RahTaa Hay!!!!

Barish Main

Barish Main

Uthaney ko ye dil chahey tera her naaz barish main,
k bhata hi nahi mujh ko koi naraz barish main..

jo chahoon gungunana to dil e sada mera ro de,
najaaney kho gaya hai kyuN mera her saaz barish main..

ghata chatey hi kali takney lagta hai fizaaon main,
najaaney sochta hai kia mera 'Naraz' barish main..

thithartey lub, latein uLjheen, simat'ta bheegta Anchal,
k hota munfarid hai kab mera andaz barish main..

Nazara jin ka dil k dard ka derman ban jaye,
k milta hai faqat phoolon ko Ye aejaz barish main..

karey mausam main jab mujh se taalluq wo nahi rakhta,
uthaye jata hai phir kyun mera her naaz barish main..

Chupa hai dard kia dil main jo boondon se ubharta hai,
Jia kyun kupkupati hai teri aawaz barish main !

aaj bohat din baad suni hai BARISH ki awaz

aaj bohat din baad suni hai BARISH ki awaz
aaj bohat din baad kissi manzar nay rusta roka hai
rim jhim ka malboos pahan kar yaad kissi ki aaye hai
aaj bohat din baaad achanak aankh younhi bhar aaye hai
Ankh aur manzir ki wus'at mein charon janib barish hai
Aur barish mein, duur kahin ik ghar hai jis ki
Ek ek eent pe terey merey khwab likhey hain
Aur us ghar ko janey wali kuch galiyan hain
Jin mein hum dono ke saye tanha tanha bheeg rahey hain
Darwazey per qufl para hai aur dareechey sooney hain
Deewaron per jami hui kai mein chup kar
Mausam humko dekh rahe hain
Kitney badil, hum dono ki ankh se ojhal
Baras baras kar guzar chukey hain...

Ek kami si,
Ek nami si,
Chaaron janib phail rahi hai,
Kai zamaney ek hi pal mein
Baham mil kar bheeg rahey hain
Andar yaaden sookh rahi hain
Bahir manzir bheeg rahey hain!!!

Teri yaadon ki rawani or ye BARISH,

***********Barish************
Teri yaadon ki rawani or ye BARISH,

 Meri baaten, teri kahani or ye BARISH,

 Mera hath tera sath, lambi raat or ye BARISH,

 Gum-sum shamen, sunehri raaten or ye BARISH,

 Bheege din, madham suraj, halke badal or ye BARISH,

 Behti nadiya, gaate panchi, urti dhund or ye BARISH,

 Tanha main, tanha chaand, mera kamra or ye BARISH,

 Meri ankhen, meri neend, tere khawab or ye BARISH

Tuesday, November 27, 2012

tanzia short poetry

1 Tu bhi to Aaeinay ki tarha be-wafa nikla "Mohsin"
Jo samnay Aaya, Ussi ka ho gaya..!!
2
(."JANY PHIR Q".) Khud ko muj se "JUDA" kia us ne,Jo na karna tha wo kia us ne,Yad karne se b na "YAAD" aon,Aisa muj ko"BHULA" dia hai us ne,Main to bus waqt ki "ZRORAT" hoon,Muj ko akhir bata dia us ne,Apne hathon se khud he likh k muje , ("Jany phir Q") "MITA" diya us ne.
3
.. ki meray Qatal k bad us ne jffa se toba, Haye us zod e pashemaan ka pashemaan hona,

4

"Neend Aaye Na Aaye Charaghon Ko Bujha Diya Karo,@"Wasi"@Raat Bharr Kisi Ka Jalna Hum se Dekha Nahi JAta.....

5

"Yu Nä pheär Aänkhäy Mujse k Jesy Mujy Jäntä he Nähi? ~¤*~MIRZA~*¤~Wo be Din thy k teri Her Shäm Märi Bäho Mein Dhäl Jäti the.
6
Abhi justaju mein hoon to ehsas nahi us ko "MERA"Ro ro k pukary ga humein zara mar to jany do...
7
Agar main tum ko acha nhai lagta-tu phir aisa krty hain,Ek wajbi sa,Adhoora sa,Be-naam sa,Ta-aluq bna lety hain;Phir chnd mulaqaten krty hain,Beth kr batain krty hain,Ek doojy ko prakhty hain,Shayed ke tumhari psand bdal jaye!Ya Phir mera iraada...!
8
Nawaqif thy chaht k asuolon se is lye hum khwar huwy na kisi ne apna banaya na kisi k qabil chora.
9
Änää Päräst Hen Dönö, Chätäkh k Tööten Gäy* SäHiLNä Mäin Us Se, Nä Wö Mujh Se Häärne Wälä..!--- -
10
:Zabt-e-ghum is qadar aasaan nahin aag hotay hai woh aanso jo piaye jaatey hain
11
Main ne us k badly lahjy ki, wazaht pochi,kuch dair khmosh rha,phr muskra k bola,''PAGAL''Jb Lehjy badal jaiyn to phr wazahteyn kaisi
12
:AAj rehnay do ghariboon k lahoo ka sodaa, Kal khareedo gay to yeh or bhi sasta ho gaa.,
13
Bazm-e-wafa mein hamari Ghareebi na pooch GHALIB, Ik dard-e-dil hy Wo bhi, kisi ka diya huwa..
14
Jan Ker Khushi Hui K Ussay B Mere Dukh Dard Ka Ehsaas HaiAaj Us Ne Keh Jo Diya K Aakhir Tum Mar Kyun Nahin Jaatey..
15
Khawabon Se He Nahi Milta Sukoon Sone Ka.¤A D N A N¤0313-2329463Kisi Ki Yaad Main Rat Bhar Jagne Ka Bhi Apna Maza Hy
16
Hadson ki maut mein ik saniha aisa hua,Loriyon se mr gaya jo ro raha tha bhook sy...
17
tere rone se on k dil par koch asr nahe ho ga faraz *haseen loog aksar be dard howa karte hain"
18
HIJAR " K "Mosam Men Ye Barish Ka Barasna Kesa!Ik Sehra Se Smundr Ka Guzrna Kesa!Ay Mere DIL Na Pareshan Ho Tanha Ho Kr!Wo Tere Sath Chala Kb Tha Bichrna Kesa!Log Kehte Hen Gulshan Ki Tabahi Dekho!M Tu Veran Sa Jangal Tha Ujarna Kesa!Dekhne M Tu Koi DARD Nhi DUKH B Nhi!Phr Ye Ankhon M Yon Ashkon Ka Ubharna Kesa!BEWAFA Kehne Ki Usay Jurrat B Na Krna!Us Ne IQRAR Kia Kb Tha Mukarna Kesa!" HIJAR " K "MOSAM MEN YE BARISH KA BARASNA KESA!
19
Insaan 2 cheezon Se Hamesha Haarta Hai.Waqt aur Pyar.Donon Zindagi Mein Khaas Hote Hain.Waqt Kisi Ka Nahi Hota aur Pyar Har Kisi Se Nahi Hota..
20
kaya Dekhta ha Apne Hathon ki Lakeron ko '" A WASI'"wo Tera Tab bhi na tha jab us ka Hath Tere Hath me tha.
21
Mene us se kaha k chor do ya tor do mujhy.... WasiUs ny hans k galy se lagaya or kaha.chor rahi hon Aaj tujhyToot tum khud hi jao ge...
22
Mere Kandhe Pe Ser Rakh KarUs Ne Pucha K Kab Tak Apne Kandhe Pe Sone Do ge...?Maine Hanste Howe Kaha...!Jab Tak Log Mujhe Kandha Nhi Datey
23
Main Logo Se Mulaqato K Lamhay Yaad Rakta HoonMain Baatain BhooL B Jawoon To Lehjay Yaad Rakta HoonSar-e-MehfiL Nigahain Mujh Pe Jin Logo Ki Parti Hai@Nigaahon K Hawalay Se Wo Chehray Yaad Rakta HoonZara Sa Hatt K Chalta Hoon Zamanay Ki Riwayat SeK Jin Pe Bojh Main DaaloonWo Kaandhay Yaad Rakta Hoo
24
" Ek Umar Beet Chali Hai Tujhey Chahtay Howay_________!! Tu Aaj Bhi Bay Khabar Hai Kal Ki Tarha_________!
25
Mudon bad mela to muj se mara naam poch lea...Bechrty wqt jis ne kaha tha "boht yaad aao gy"
26
Us k tabasum ki masoomiyat pe na ja aye ,"Sahil", Bewafa log bare funkar huwa karte hein
27
Shaam Ki Palkon Pay Laraztey Rehna. . .Doob Jaye Jo Yeh Manzar To BarastayRehna. . .Uss Ki Aadat Wohi Har Baat AdhooriKarna. . .Aur Phir Baat Ka Mafhoom BadlteyRehna. . .Aaj Say Seekh Liya Hai Yeh Qareena Hum Ne bhi. . .Bujh Bhi Jana To Barri Dair Tak SulagtayRehna. . .Jaane Kis Umer Me Jaye Gi Yeh Aadat Us Ki. . .?Roothna Khud Say To Auron Say Ulajhtay Rehna...!!
28
Shekayaten bhi thin osy to sirf meray khuloos say,,,!Ajeeb tha wo shakhs meri adaten na samajh saka,,,!
29
Täkleef käbhi jö hö muje söchne se tumhein......Lämhä b nä lgänä mujhe BhööL jänä tum....!--- -
30
Tha boht khush jo bhula k mujhe,Aaj roya gally lga k mujhe,Us ny pehla swal ye pucha,Tm ko kesa lga ganwa k mujhe,Mujh ko pathr bna k kehta hai,Jan! dekho na, muskura k mujhe,Zndgi ne to azmaya hai,Tm b dekh lo azma k mujhe,Us ne rasta badal lia apna,Pyar ki rah pr chala k mujhe..!
31
Utha k phool ki pati nazakt se masl dali....Kaha hm ne ashary se youn dil ka haal krty hen...;-(

short poetry part 12

Aajeeb lutif aa raha tha didar ki dil lagi ka "FARAZ"K nazrien bhi mujh par thien aur pardha bhi mujh se tha .
Aaya kuch iss ada se K palkein "bhigoo gaya... .. Jhaonka Tumhari yad ka Kitna shadeed tha.
51
Ab tou Ankhon mein Samaati nahi Surat koi,,,Ghor se Mae nay Tujhe Kaash na Dekha hota....
52
Ab Yeh Socha Hai Apni Zaat Mein Rahain Gy "naved"Bohat Daikh Liya Logon Se Shanasaai Ker K.
53
Abhi tak Aks hai Glass ki Nok par uske Honton ka faraz,Zaalim ne meri Piyaas par bhi Pehra laga diya.
54
Udäsiyön se Wäbästä Häi Ye Zindgi Meri = =FARAZ = = Khudä Gäwääh Häi K Phir Bhi Tujhe Yääd kärty Häin.......
55
Wohi shakhs mujhay zindagi bhar k liay tanha kar gaya ".s..a..g..a..r."jo har roz kehta tha "tumhary chehray pay udasi achi nahi lagti"
56
Agar Mujh Se Bicharny Ka Nahi Hai Gham Ussy Mohsin,To phir khamosh Raaton Mein Woh Aksar Jagta Kiun Hai.
57
Aik he Tarah Darrkta hai Khazan ho ya Bahaar!Dil ko es Saal koi Sakhat Saza di jay
58
Aisa kia likhon k tary dil ko taskin punhchy . . .Kia yahe kafi nai k mari duaon main tum ho . . !!
59
Aj tk qaaim hy Us k loat ane ki umeed,Aaj tk thehri hy zndgi apni jaga,Lakh ye chaha k Usko bhool jaun pr mohsin,Hosly apni jaga bebasi apni jaga..
60
TUM Se bichar kar faqat itna hua. =..=..="wasi"=..=.= "TERA"gaya kuch nahi... "MERA" raha kuch nahi...
61
:Naram Naram Phoolon Ka Ras Nichorr Leti Hain ..."... Pathar K Dil Hoty Hain in Titliyon K Seenay Mein..
62
Anaa parast to apni jaga pe ham b hain *AHSIN.*Sirf us k guroor ka ham ehtraam karte hain.
63
Apnay hi hotay hain jo diloun pe waar kartay hain Naveed,,Gairon ko kia khabar dil kiss baat pe dukhtay hein?,
64
Apnay Siwa Batao Kabhi Kuch Mila bhi hay Usay.Hazar Baar Li hain Us nay Mairay Dill ki Talashiyan.
65
Apne Muqadar ka to Mil hi jaye ga " Ya Rab"Wo Cheez ataa ker jo Qismat Mein nhi hy...
66
Apni "Galtiyon" Se Taqdeer Ko "ßadnam" Na Kar
"Taqdeer To Khud "Himat" Ki "Mohtaj" Howa Karti Hai
67
Apni manzil pe pohanchna kisi muajze se km nhe Mohsin........ Raaste pathar k hain aur hamsafar sheeshay ka..
68
Apni Wäfä Kä Itnä Dääwä Nä Kär Aay Dost Main Nay Rööh Kö Jism Say Bewäfääi Kärtay Dekhä Häi. **
69
Apny ghr ki tareekyon ko kis trha mitain hum "mohsin"Bohat maghrur hy wo chaand mrzi se niklta hai...
70
Karta To Hai Wo Yaad Mujhe Chaahat Se Magar,".... Hota Hai Ye Kamaal Bari Muddaton Ke Baad,"
71
Kheench leti ha hamain tumhari "Muhabbat" warna...! Akhri baar milay hain kayi baar tujh se....!
72
Kisi ke lakh batain aik pal may bhol jata ho'n.... Kisa ka aik he jumla purana yad rehta hai..
73
Sir jhukaey hove khamosh hon yusuf ki tarah zindagi baich rhe ha sar-e-bazar mujhe..
74
Torr Diey Hain Mai Ny Ghar K Sabhi Aa'iny....!!! Payar Mei Haary Hoey Log Mujh Sy Dekhy Nhi Jaty.....
75
Atay hain Khawabo main,Khiyalo main Dilo main,Phr Hum say ye kehtay hai k Hum Parda Nasheen hain.
76
Mutasir hum b Nahi hoty itne jaldi kisi se Magar " fraaz "Kuch logon ko dil Me utar jany ka Fun aata hay...
77
Ajab tamasha-E-ishq dekha ELLAHI teri duniya mein,Terey hi ik bandy ney teri yaad say beigana ker diya.
78
Samajh Kar Kannch Ka Tukra Tarasha Mujh ko Duniya Ne jadi .... Bana Phir Bhi Nahi KANGAN Teri Nazuk Kalai Ka..
79
Aylan_e_marg hua to wo sun k uon bola "navi"...Chalo acha hoa mr gaia aksir udaas rahta tha...:-(
80
Hajoom-e doston se jab kabhi fursat mily Faraz, Agar samjho munasib to humein bhe yaad kar lena
81
Bari Ajeeb Hai is Nadan Dil Ki Khawahish saqi...!!ik Shakhs is Ka Hona Nahi Chahta Aur Ye Usay Khona Nahi Chahta....
82
Bas is khayal say aansoo chupa liye hum nay FARAZ, Udaas reh k kisi aur ko udaas kia karna.
83
Bas Itna He Chahna Mere Baad Meri Zaat Ko Tum...K Agar Kabhi Mein Yaad Aaoun Tu Apna Khayal RaKhna...
84
Bechhr kr muj se us ka b bura haal hy....|\|/-\\/¡Us ki zulf b na sulgi mari uolgn ki trha...:-(
85
Be'nishan manzilon k safar pr niklo gay to jano gay "Faraz"....,Dillon k musafr kyun ghar ka rasta bhool jatay hain...!!!
86
Be-shak bohat pyar se milta hey wo mujhse 'Mohsin', Sab kuch hey magar pehle sa andaz nahi hey!!
87
Bewaja nahi rota ishq mein koi ! . ," A DOST ", . !Jisay khud Se barh K chaho wo rulata zaror hai.
88
Urtay parindon ko koi qaid nahi kar sakta..,,"DOSTO" Jo apnay hotay hain wo khud hi lout aatay hain.
89
Bichrnay Ka Irada Ho To MuJSe Mashwara Karna.......!!!. . . . .. . . . .. . . . .Mohabbat Me Koi B Faisla "Zaati" Nhi Hota.......!!!
90
Biknay Walay koi aor Hain, Ja Ker unhen Khreed Lo "sahil"Ham Log Qeemat Se Nahi,, Qismat Se Mila Karte Hain......
91
Bin Meray kat'ta hai kis Tarah wo Roz-o-Shab Aj kal Dil ko ye jan'nay ki Khawahish hai Bohut
92
Bohat Nayab Hote Hain Jinhen Tum Apna Kehte HoIjazat Do K Main BhiIs Qadar Anmol Ban jaon...
M@MA $@ys aVo¡d G¡RLz
93
Bohat Yaad Aayen Gi Tujhe Meri Beylos Wafain A DOST .Jub Main Teri Zaat k Sehra Se Kahin Door Nikal Jaon Ga.
94
Kisi Bhi Rut Me Khareedo Koi Bhi Mausam Ho...! Udaas Log Hi Dil K Kharay Nikaltay Hain..
95
Takleef kabhi jo ho mujhe sochne se tumhain...!! Lamha bhi na lagana mujhe Bhool jana tum...
96
Buht c batain Dil me dbaye phirta hon main Na kisi sy kehny ki himmt hoi, na kisi ne sun'na Gwara kiya. . .
97
Bus karo khatam karo yehBazi-e-Ishq''wasi'Muqadar k haaray kabi jeeta nai kartay..
98
APni Mohabat Pe Faqat Itna Bhrosa Hai Mujhe '-"faraz"!! Meri Wafayain TUJHE Kisi Aur Ka Honay Nehi Dein Gii
99
Main Har Pal Tere muskurany Ki dua Karta hon !!...DOST...!!Suna Hy muskurany Sy umrein daraaz hoti hain
100
Chand ki Qismat me jagna he likha hy faraz...Wo khud he to mujy chand kaha krti the...

short poetry part 11

Tohmatein" to lagti raheen "roz" "Nayi" "Nayi" Hum par,,..."Magar" jo sab se "haseen" "ilzam" "tha.....Woh "TERA Naam" tha..
2
" Dil Ki Veran Basti Aksar Hum Sy Pocha Krti Hai fraz " Woh Log Kahan Gae Jo Dil Main Basny Aye Thy
3
""Kon kehta hay k mit jati hay Doori se MUHABBAT...Faraz Milnay walay to khyalon main Bmila kartay hain""
4
"Kis baat pe rootha hai pata ho tu manaon "GALIB""Wo rooth tu jata hai,Shikayat nahi karta"... {*"._*Silent*_."*}
5
"Zara Si Ranjish Pe Na Choro WaFFa Ka Daman.... "Umrein Beet Jati Hain Dil Ka Rishta Banany Mein.
6
' Aaj toot kr uski Yaad aye,to ehsaas howa 'FARAZ'''- Utar jayen jo Dil main,Woh bhulaey nahi jaty.
7
Berukhi is se barh kr aur bhala kya ho gi ... Su Bari mudat se us ne humay staya b nahi..
8
Hum Se Khelti Rahi Duniya Taash K Patton Ki Tarha! "Mohsin"Jis Ne Jeeta Us Ne Bhi phenka'....Jis Ne Haara Us Ne Bhi phenka
9
Jub bhe likhta hoon tere dard ki kahani "MOHSIN" Meray aansoo meri tehreer meta deitay hain
10
Koi Rishta Na hota to Khafa kyun hotay Mohsin . . . Yeh Be-Rukhi un ki Mohabbat ka pata deti hai..
11
Najane kis baat pe wo hum se naraaz hai,'Mohsin'Khwab main b milta hai to baat nahi krta.
12
!!!.....Bahot Say Raastay Aatay Hain Meray Dil Ki TarafRaah-e-Khuloos Say Aana Fasla Kam parray ga...!!!
13
,,,Har baar woh kyun mujhey chhor jata hai tanha,,,...Main mazboot to boht hoon magar koi pathar to nahi..
14
..Milne Ko Dil Gaya Tha So Lota Na Aaj Tak ..".. . . .."..Yaaron Ne Kitni Door Basai Hain Bastiyan .."..
15
.~Kuch Is Liay Bhi.~Doston Se Raabta.~Kam Rakhta Hon .~*Faraz....~K Kal Mar Bhi Jaon.~To Kisi Ki Aankh.~Num Na Ho...
16
* = Ye Dil to kisi aur he Dais ka Parinda ha Atish.....!!!Seenay mein to rehta ha Magar bus mein nahi.
17
: Na kr gumaan k mujhe jurrat e sawal nahi,Muhsin!Faqat ye dar hai, tujhe laa jawab na kr doon!
18
: Too ne Andaz-e-Aseeri dekha hy, Andaaz-e-wafa nhi shayed, Kuch pancchi pinjra khol bhi do, to jaya nahin karty...
19
" tou bar bar apni wafao'on k kisay na sunaya kr,Ham wafaon k pujari hn khridaar nhi.....
20
"... Bas Itna hee Chahna Mere Ba'ad Meri Zaat ko Tum... ... K Agar Kabhi Main Yaad Aao'n to Apna khayal RaKhna....!!
21
*""*""*""*""**""*Hamara Haq To Nahi Hai Phir B Ye Tum Se Kehte Hen*""**""*FARAZ*""**""*Hamari ZINDAGITum Le Lo MagerUdas Mat raha karo*""**""*""*""*"
22
"*"Kaash chahnay walay hamesha chahnay walay hi rehtay"*"===="*""*"Per log aksar badal jatay hain Mohabbat ho janay k baad..
23
>>Ye zaroori to nahin k jise chaha jaye wo mil hi jaye "FARAZ"<<>>Kuch cheezen Azal se hi muqaddar main nahin hoti...
24
"~,~" Apni to daastaan_e_ ishq kaa yeh pehloo rahaa,/WASI/"~,~" Nazrein milli theen jiss se muqaddar naa mill sakaa.
25
"Aaj" "Ki" "shaam" "Bhi" "Qayamat" "Ki" "Tarha" "Guzri" ""Faraz"""Najane" "Kia" "Baat" "Thi" "Her" "Baat" "Pe" "tum "yaad "Aaye.
26
"Abhi Masroof Hoon Kaafi, Kabhi Fursat Mein Sochoon Ga...!K TuJh Ko Yaad Rakhnay Mein, Main Kya Kya BhooL Jata Hoon...! !!!"
27
"Anaa pasand kabhi Mohabbat nahi karte(FARAZ)"Mohabbat un ka shewaa hai jo khud ko maar detay hain.
28
"Dilon ki Emaaraton mein kahin Bandagi Nahi...ORPathar ki Masjidon mein KHUDA Dhoondtey hain Log".......
29
"Fana" itna Ho jaon Main Teri zaat main "GHALIB"Jo mujh ko daikh ley Us ko Tera Didaar Ho jaye.
30
"Fitrat aur halaat mai tasaadum hai "warna","Insan kabhi dil ka bura nahi hota"...!
31
"Hum ne hr dukh ko mohabat ki inayat samjha"MOHSIN"...Hum koi tum thay jo auron se shikayat krtay",,,,,
32
"keh d0 usay ..Judai aziz hai t0 r0oth jaye " "MOHSIN""w0h jee sakta hai tu hum mar bhe saktay hein"
33
"Mehsos Ho Rahi Hai Fiza Me Us Ki Khushboo""""""Faraz""""""Lagta Hai Mere Shaher Me Wo Sans Lay Raha Hai.
34
"Muje chor de mery haal per,tera kya bharosa ae hum safar,Teri mukhtasir si nawazishein mera dard or barha na dein.......!!!
35
"Na toal apni muhbt ko bey daam trazo me""Tu kitna anmoal hai kabhi mujh se to pooch"
36
"Sawab" samaj ker wo dil torte hein "Faraz""Gunah" samaj ker hum gila nahi karte"
37
"Too neAndaz e Aseeri dekha hy, Andaaz e wafa nahin shayed,,,"kuch pancchi" pinjra khol bhi dein to jaya nahin karty..
38
"Toot gye zabt k bandhan saaray SAGER, Aj tarpa hai wo dil jo kabhi dharka bhi na tha
39
"Wajood" sheshay ka ho to "Pathron" se m0habbat"ni karty =MOHSIN=Ehsas- e- Chahat na "milay to wajood" bikhar" jaya karty hain.
40
~Abhi To Mil K Chalna Hai , Samandar Ki Musafat Main "SAGAR".... ~Phir Aagy Chal K Dekhen Gy Kinara Kon Karta Hai...
41
~Törr Gäyä Wö Hum Säy Her Täluq Fäqt Itnä Keh Kär "RA"....~K Ujjräy Hoäy Lögön Mein Hum Bäsä Nhi Kärty...
42
~Ye Mera Ishq Tha K Diwangi Ki Intah.... "WASI" ~Teray Qareeb Say Guzar Gaya Taray Hi Khayalon Mein...!!!!....
43
== Duniya tere wajood ko karti rahi talaash,== Hum ne tere khayal ko mohabbat bana liya..
44
¤Hum dosti main darakhtoon ki tarah hain MOHSIN...!Jahan kharay hon muddaton qaim rehtay hain..
45
Aa jao gy jo ksi roz haalat ki zd main...Ho jay ga malom tyra RB hy ya nhi hy...
46
Aa Jata Hai Milney Wo Tasavur Main Sar e Shaam ek Shakhs Ki Itni Si Inayat Bhi Bohat Hai~
47
Aai he the yaad k anken hoi pur num....;-(ye aansu ksi ki yad se ketny qareeb hoty hain...
48
Aaj mujy na pa kr etna roia wo shakhs...Jo aksir mary rony py mujy chor jany ki dmki dea krta tha...;-(mary bad kis ko satao gy;
49
Aaj phir mosam num huwa meri aankhon ki tarah~~~A DOST~~Shayed kaheen badlon ka bhi kisi ne dil tora ho ga...